SEARCH RESULTS
Showing search results for "بارگاہ"
Nazm MATCHES FOR "بارگاہ"
Nazm
iltija-e-musafir
vo sham-e-baargah-e-KHaandaan-e-murtazvii
rahegaa misl-e-haram jis kaa aastaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
nazr-e-collage
ai vaadii-e-jamiil mire dil kii dha.Dkane.n
aadaab kah rahii hai.n tirii baargaah me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
dilli se wapsi
ma.abad-e-husn-o-mohabbat baargaah-e-soz-o-saaz
tere but-KHaane hasii.n tere kaliisaa dil-navaaz
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jang-e-yarmuk ka ek waqia
پہنچے جو بارگاہ رسول اميں ميں تو
کرنا يہ عرض ميري طرف سے پس از سلام
Allama Iqbal
Nazm
haweli
ziist ko dars-e-ajal detii hai jis kii baargaah
qahqaha ban kar nikaltii hai jahaa.n har ek aah
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
fana
jo KHaak se banaa hai vo aaKHir ko KHaak hai.n
vo shaKHs the jo saat vilaayat ke baadshaah
Nazeer Akbarabadi
Nazm
marsiya gopal krishn gokhle
vatan kii KHaak tirii baargaah-e-a.alaa hai
hame.n yahii na.ii masjid nayaa shivaalaa hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
pul-siraat
jo baargaah-e-KHudaa me.n maqbuul ho ke saaya kiye hu.e hai
yahaa.n kii khi.Dkii yahaa.n ke rauzan
Zehra Nigaah
Nazm
wazir ka KHwab
baargaah-e-haq me.n haazir ho ke mai.n ne kii du.aa
peT se machhlii ke yuunus ko kiyaa tuu ne rihaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
zauq-e-shairana
tirii baargaah tak ho mirii kis tarah rasaa.ii
mujhe dii ga.ii gadaa.ii tujhe taKHt-e-KHusravaana
Rabia Sultana Nashad
Nazm
watan
buland-hausla-e-dil se baargaah-e-vatan
kaliim-e-dil ke liye tuur-e-jalva-gaah-e-vatan
Qaisar Amravatwi
Nazm
sawari unT ki hai
mai.n us kii baargah me.n
dast-basta ma.azarat kii bhiik maa.nguu.n
Rafiq Sandelvi
Nazm
dar-o-rasan
vo taKHt-e-saltanat-o-baargaah-e-sultaanii
ki jis me.n baiThte the aa ke zill-e-sub.haanii