SEARCH RESULTS
Showing search results for "بت"
Nazm MATCHES FOR "بت"
Nazm
shikwa
bas rahe the yahii.n saljuuq bhii tuuraanii bhii
ahl-e-chii.n chiin me.n iiraan me.n saasaanii bhii
Allama Iqbal
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
jab arz-e-KHudaa ke ka.abe se
sab but uThvaa.e jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
aurat
taa-ba-kai gird tire vahm o ta.ayyun kaa hisaar
kau.nd kar majlis-e-KHalvat se nikalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
resham o atlas o kamKHaab me.n bunvaa.e hu.e
jaa-ba-jaa bikte hu.e kuucha-o-baazaar me.n jism
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
la-ilaha-illallah
agarche but hai.n jamaa.at kii aastiino.n me.n
mujhe hai hukm-e-azaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
duniyaa ke but-kado.n me.n pahlaa vo ghar KHudaa kaa
ham is ke paasbaa.n hai.n vo paasbaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
naya shiwala
sach kah duu.n ai barhaman gar tuu buraa na maane
tere sanam-kado.n ke but ho ga.e puraane
Allama Iqbal
Nazm
patthar
ret se but na banaa ai mire achchhe fankaar
ek lamhe ko Thahar mai.n tujhe patthar laa duu.n