SEARCH RESULTS
Showing search results for "بسملؔ"
Nazm MATCHES FOR "بسملؔ"
Nazm
mahatma-gandhi
agar bajaa hai to 'bismil' kii arz bhii sun lo
chaman hai saamne do-chaar phuul tum chun lo
Bismil Allahabadi
Nazm
barsat ki sham
suurat-e-tasviir chup 'bismil' hu.e ye bol kar
husn kii duniyaa hai dekho diida-e-dil khol kar
Bismil Allahabadi
Nazm
jamuna-ji
rahnumaa.ii tirii 'bismil' ke liye sab kuchh hai
naa-KHudaa.ii tirii 'bismil' ke liye sab kuchh hai
Bismil Allahabadi
Nazm
tanhai tumhein yaad karti hai
magar qariib se us roz tum ko 'bismil' ne
bas ek baar faqat ek baar dekhaa hai
Bismil Dehlavi
Nazm
falsafa-e-husn-o-ishq
KHud-farebii me.n giraftaar nahii.n hai 'bismil'
kyaa ye taKHliiq baraa.e nigah-e-naaz nahii.n
Bismil Dehlavi
Nazm
shri-kirishna
aa kanhayyaa ki tire vaaste ham 'bismil' hai.n
kahne sun.ne ke liye dil hai magar be-dil hai.n
Bismil Allahabadi
Nazm
ek haqiqat
kise marg-e-'bismil' kaa ehsaas hogaa
vo bekas bhii thaa aur KHud.daar bhii thaa
Bismil Dehlavi
Nazm
ek hasin yaad
javaanii jin se vaabasta thii 'bismil'
vo raate.n haa.e vo raate.n kahaa.n hai.n
Bismil Dehlavi
Nazm
aKHtar shirani
terii rehaana-e-she’r aur tirii salmaa-e-sharaab
kis kii ho kar rahe.n 'bismil' ke sivaa tere baa'd
Bismil Saeedi
Nazm
lokmanya-tilak
aur phir giitaa sunaa.e baal-gangaa-dhar-tilak
'bismil' aa kar phir na jaa.e baal-gangaa-dhar-tilak
Bismil Allahabadi
Nazm
KHun phir KHun hai
teG-e-be-daad pe yaa laasha-e-bismil pe jame
KHuun phir KHuun hai Tapkegaa to jam jaa.egaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
shama aur shair
آخر شب ديد کے قابل تھي بسمل کي تڑپ
صبحدم کوئي اگر بالائے بام آيا تو کيا