SEARCH RESULTS
Showing search results for "تردد"
Nazm MATCHES FOR "تردد"
Nazm
mujhe rasta nahin milta
san ai merii KHizar-aasaar tanhaa.ii
mirii KHaatir bhii tho.Daa saa taraddud kar
Abbas Tabish
Nazm
hamare darmiyan jo rabt tha
na palko.n par sitaare TuuT kar bikhre
na chehro.n par taraddud ke nishaa.n ubhre
Aslam Mirza
Nazm
hamdam
zindagii bojh sahii bojh kaa ehsaas na kar
manzile.n duur sahii us kaa taraddud be-kaar
Rabia Barni
Nazm
ilm
tajassus kii baa-rangiyo.n par rijhaayaa
taraddud kii be-rangiyo.n se chhu.Daayaa
Sahar Rampuri
Nazm
lashkar-e-hind
KHatm duniyaa se hamesha ko tashaddud ho jaa.e
hashr tak ke liye sab duur taraddud ho jaa.e
Gulzar Dehlvi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
par tirii tasviir qaasid girya-e-paiham kii hai
aah ye tardiid merii hikmat-e-mohkam kii hai
Allama Iqbal
Nazm
wirsa
kaun kahtaa hai ki haalaat pe tanqiid na kar
hukmaraano.n ke Galat da.avo.n kii tardiid na kar
Sahir Ludhianvi
Nazm
sarkari aur ghair-sarkari do iden
radio ne das baje shab ke KHabar dii iid kii
aalimo.n ne raat bhar is news kii tardiid kii
Dilawar Figar
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
magar haTe hai.n kahii.n jabr aur tashaddud miTe
vo falsafe ki jilaa de ga.e dimaaGo.n ko
Sahir Ludhianvi
Nazm
chaDha diya hai bhagat-singh ko raat phansi par
aduu vatan ko tashaddud se kyaa dabaa.e.nge
vo apne haath se fitne na.e jagaa.e.nge
Aaftab Rais Panipati
Nazm
gandhi-ji ki aawaz
sabaq pa.Dhaayaa thaa tum ko adam-tashaddud kaa
tumhe.n bataayaa thaa mai.n ne gunaah hai hinsaa
Nazish Partap Gadhi
Nazm
gandhi ji
vaqaar-e-maadar-e-hindostaa.n the gaa.ndhii jii
sunii na baat tashaddud bhare usuulo.n kii