SEARCH RESULTS
Showing search results for "ترس"
Nazm MATCHES FOR "ترس"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
ab bhii dilkash hai tiraa husn magar kyaa kiije
aur bhii dukh hai.n zamaane me.n mohabbat ke sivaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kahan jaoge
aur kuchh der me.n luT jaa.egaa har baam pe chaa.nd
aks kho jaa.e.nge aa.iine taras jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
raat sunsan hai
mez chup-chaap gha.Dii band kitaabe.n KHaamosh
apne kamre kii udaasii pe taras aataa hai
Mustafa Zaidi
Nazm
wo jaante hi nahin
aur jinhe.n zor se chalte dekhaa
taras khaayaa un kii haalat par
Waseem Barelvi
Nazm
mujrim
kyaa faqat rahm kii haqdaar hai.n na.ngii ruuhe.n?
kyuu.n ye insaano.n pe insaan taras khaate hai.n?
Shakeb Jalali
Nazm
aligarh chhoDne ke baad
aah, vo bhuuk ke maare hu.e afraad ha.nse.n
jin kii suurat pe qanaa.at bhii taras khaatii hai
Shakeel Badayuni
Nazm
tere baad
mirii nigaah ko ab bhii tirii zaruurat hai
dil-e-tabaah ko ab bhii tirii zaruurat hai
Saifuddin Saif
Nazm
amanat
mirii pasmaandgii par har nazar uTThe taras khaa.e
mujhe murda ajaa.ib-ghar kii aisii muurtii samjhe
Waseem Barelvi
Nazm
teri hansi
taras rahaa ho fazaa kaa muhiib sannaaTaa
siDaul paa.nv kii paa.el magar chhanak na sake
Mustafa Zaidi
Nazm
hijr ke par bhig jaen
lakiire.n raushnii kii phir na ban paa.e.n
ham insaa.n ho ke bhii saa.e kii KHushbuu ko taras jaa.e.n