SEARCH RESULTS
Showing search results for "تمنا"
Nazm MATCHES FOR "تمنا"
Nazm
ramz
mere kamre ko sajaane kii tamannaa hai tumhe.n
mere kamre me.n kitaabo.n ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Jaun Eliya
Nazm
saza
jab mere sab charaaG-e-tamannaa havaa ke hai.n
jab mere saare KHvaab kisii bevafaa ke hai.n
Jaun Eliya
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
bahut qarii.n thaa hasiinan-e-nuur kaa daaman
subuk subuk thii tamannaa dabii dabii thii thakan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bachche ki dua
lab pe aatii hai du.aa ban ke tamannaa merii
zindagii sham.a kii suurat ho KHudaayaa merii!
Allama Iqbal
Nazm
do ishq
puure kiye sab harf-e-tamannaa ke taqaaze
har dard ko ujyaalaa har ik Gam ko sa.nvaaraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lauh-o-qalam
ik tarz-e-taGaaful hai so vo un ko mubaarak
ik arz-e-tamannaa hai so ham karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hasan kuza-gar (1)
yahii shaayad us KHaak ko gil banaa de!
tamannaa kii vus.at kii kis ko KHabar hai jahaa.n-zaad lekin
Noon Meem Rashid
Nazm
tum apni karni kar guzro
jo pahlaa din thaa chaahat kaa
ham jis kii tamannaa karte rahe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nazm
mujhe ye Dar thaa ki tum bhii kahii.n vahii to nahii.n
jo jism par hii tamanna ke daaG chho.Dte hai.n
Tahzeeb Hafi
Nazm
marhum aur mahrum
tumhaarii sham-e-tamannaa bas ek raat bujhii
charaaG merii tavaqqo.a ke roz bujhte hai.n
Zubair Ali Tabish
Nazm
KHuda wo waqt na lae
tirii nigaah kisii Gam-gusaar ko tarse
KHizaa.n-rasiida tamannaa bahaar ko tarse
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mashwara
ab us ke vaaste KHud ko na yuu.n tabaah karo
ab imtihaa.n kii tamannaa se faa.eda kyaa hai