SEARCH RESULTS
Showing search results for "جھکنے"
Nazm MATCHES FOR "جھکنے"
Nazm
qadam mila ke chalo
jalaa.o dil ke nagar me.n charaaG-e-ilm-o-yaqii.n
dayaar-e-hirs-o-havas me.n na jhukne paa.e jabii.n
Syeda Farhat
Nazm
Thahre hue mausam ki ek nazm
safar ko amaanat samajhnaa
aur a.asaab jhukne na denaa
Asghar Nadeem Syed
Nazm
naya chand
use jhukne se izzat aisii milii hai
ki ba.Dh ba.Dh ke KHalq-e-KHudaa dekhtii hai
Nishtar Jalandhari
Nazm
meri zindagi ke do ruKH
KHush kar na tuu kisii ko qasiide sunaa sunaa
jhukne na paa.e sar ba-dar-e-aastaa.n kahii.n
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
banka sipahi main apne watan ka
aafat ko.ii aa.e to duur kar duu.n
duniyaa ko jhukne pe majbuur kar duu.n
Ataur Rahman Tariq
Nazm
aansu
ki jhukne hii se jhuktii hai jise taqdiir kahtii hai ye duniyaa
jis ko tum duniyaa samajhte ho
Faheem Jozi
Nazm
ye nafraten kyon
na gurudvaare ke dar par kisii kaa pahra ho
dilo.n ko jhukne jhukaane kaa fan agar aa jaa.e
Malika Naseem
Nazm
samundar
terii mauje.n uTh ke jhukne me.n bahut hii tez hai.n
baargaah-e-hazrat-e-KHaaliq me.n sajda-rez hai.n
Salman Ghazi
Nazm
KHuda wo waqt na lae
ko.ii jabii.n na tire sa.ng-e-aastaa.n pe jhuke
ki jins-e-ijz-o-aqiidat se tujh ko shaad kare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek lamha
phuul kyaa shaguufe kyaa chaa.nd kyaa sitaare kyaa
sab raqiib qadmo.n par sar jhukaane lagte hai.n