SEARCH RESULTS
Showing search results for "حرف_و_صوت"
Nazm MATCHES FOR "حرف_و_صوت"
Nazm
wo jo tujhse pahle ka zikr tha
miraa 'ishq hai miraa dard hai
mire harf-o-saut kii zaat hai
Akhtar Husain Jafri
Nazm
agar mujhe zaban mile
bataa.uu.n saare dard jin ko pairahan milaa na harf-o-saut kaa
sunaa.uu.n sab kahaaniyaa.n
Shahid Malik
Nazm
masjid-e-qurtuba
ra.ng ho yaa KHisht o sang cha.ng ho yaa harf o saut
mojaza-e-fan kii hai KHuun-e-jigar se numuud
Allama Iqbal
Nazm
hum kahan aa gae
kuucha-e-dilbaraa.n bastii-e-aashiqaa.n
maqtal-e-harf-o-saut-o-sadaa ban ga.ii
Zubair Rizvi
Nazm
may yaum-ul-hisab
ka.ii sahraa mire gaam-e-tamannaa ke shanaasaa the
vo harf-o-saut kii vaadii
Sajida Zaidi
Nazm
adam se pare
bujhtii hu.ii be-zabaa.n fazaa.o.n me.n
huruuf o saut o sadaa ke Gubaar kii suurat
Ain Tabish
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
balaa se ham ne na dekhaa to aur dekhe.nge
faroG-e-gulshan o saut-e-hazaar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saqi-nama
ye aalam ye ha.ngaama-e-ra.ng-o-saut
ye aalam ki hai zer-e-farmaan-e-maut
Allama Iqbal
Nazm
jaan-o-tan
ارتباط حرف و معني، اختلاط جان و تن
جس طرح اخگر قبا پوش اپني خاکستر سے ہے!
Allama Iqbal
Nazm
sar-e-sham
navaa-o-saut kaa tuufaan uThne vaalaa thaa
nihaa.n talaatum-e-laa-intihaa thaa siine me.n
Sajida Zaidi
Nazm
wo KHwab madum ho gae hain
vo ra.ng-o-saut-o-sadaa ke vaqfe
vo jaan-o-tan kii hikaayate.n
Sajida Zaidi
Nazm
shor thamne ke baad
lekin ye sansanaatii vus.at
itnii be-harf o be-muravvat