SEARCH RESULTS
Showing search results for "خدا_را"
Nazm MATCHES FOR "خدا_را"
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
to mujh ko KHudaa raa Galat mat samajhnaa
ki merii zaruurat ho tum bahut KHuub-suurat ho tum
Tahir Faraz
Nazm
ek waqt mein ek kaam
himmat ko na haariyo KHudaa-raa
mat Dhuu.nDiyo Gair kaa sahaaraa
Ismail Merathi
Nazm
hamara bakra
chor-uchakko.n se hifaazat ke liye
baa.ndh kar rakhiye KHudaa-raa bakraa
Shaheen Iqbal Asar
Nazm
takmil
''KHud ko saabit karo KHudaa-raa nahii.n to mai.n miT jaa.uu.ngaa!
hamaarii takmiil zaruurii hai''
Naina Adil
Nazm
ehtisab
kyo.n apne apne usuul le kar kha.De hu.e ho
KHudaa-raa ye tafraqe miTaa do
Shehzad Anjum Burhani
Nazm
meri shaeri aur naqqad
ik zaraa aur bulandii pe KHudaa-raa aa jaa
dekh is vus.at-e-taariik ke sannaaTe ko
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
tawaif
merii nazro.n ko KHudaa-raa daavat-e-kaavish na de
jagmagaate motiyo.n ke haar ko jumbish na de
Mahirul Qadri
Nazm
KHidmat-e-watan
KHudaa-raa is nizaa-e-baahamii ko KHatm farmaa do
zaraa socho ki tum par kis qadar ilzaam aataa hai
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
kya aur kaun
kahaa za.iif ne mai.n sun sakaa na naam tiraa
KHudaa-raa phir se bataa mujh ko teraa naam hai kyaa
Mohammad Sharfuddin Sahil
Nazm
ilm ki zarurat
ye hai kaar-e-aham do chaar is ko kar nahii.n sakte
KHudaa-raa tum bhii apne farz kaa ehsaas farmaa.o
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
wo ishq jo hum ko lahiq tha
ik roz ye dil bujh jaa.egaa
bas nuur-e-KHudaa rah jaa.egaa
Sajida Zaidi
Nazm
allah ke nam se
KHudaa raam hai aur KHudaa iishvar
vo bhagvaan hai kul jahaa.n us kaa ghar
Vaqar Khaleel
Nazm
KHuda wo waqt na lae
KHudaa vo vaqt na laa.e ki sogvaar ho tuu
sakuu.n kii nii.nd tujhe bhii haraam ho jaa.e