SEARCH RESULTS
Showing search results for "خواب_خواب"
Nazm MATCHES FOR "خواب_خواب"
Nazm
KHwab KHwab ujla mandir tanha chand
rukii hu.ii namnaak fazaa
namnaak fazaa aur KHvaab KHvaab puure niile chaa.nd kii ThanDii raushnii
Akhtar Yusuf
Nazm
inkishaf
titliyo.n ke paa.nv me.n phuul phuul zanjiire.n
KHushbu.o.n kii bastii me.n KHvaab KHvaab ta.abiire.n
Inam-ul-Haq Javed
Nazm
KHwab-jangal
nii.nd-paalkii utrii raat duur jangal me.n
KHvaab KHvaab manzar thaa dhiire dhiire bahtii thii
Azra Naqvi
Nazm
nind jangal
nii.nd-paalkii utrii raat duur jangal me.n
KHvaab KHvaab manzar thaa dhiire dhiire bahtii thii
Azra Naqvi
Nazm
intizar
ye KHvaab KHvaab tamannaa ye aarzuu ye KHayaal
ye qurbate.n ye aqiidat ye faasla ye hijaab
Asad Rizvi
Nazm
tamazat
tumhaare aariz-e-KHush-rang kii shafaq ban kar
mai.n KHvaab KHvaab ka.ii hijr le ke aaya thaa
Nashir Naqvi
Nazm
KHana-ba-dosh
shaaKHo.n pe surKH-o-zard shaguufe hai.n mahv-e-KHvaab
KHvaab-e-giraa.n se jaagne vaalaa hai aaftaab
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
aao ki koi KHwab bunen
aa.o ki ko.ii KHvaab bune.n kal ke vaaste
varna ye raat aaj ke sa.ngiin daur kii
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHwab aur KHushbu
KHvaab aur KHushbuu dono.n hii aazaada ruuhe.n
dono.n qaid nahii.n ho sakte
Wasi Shah
Nazm
KHwab
KHvaab fan kaa sarmaaya KHvaab fan kii puu.njii hai
KHvaab mujh se mat chhiino