SEARCH RESULTS
Showing search results for "داؤ"
Nazm MATCHES FOR "داؤ"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
teraa Gam hai to Gam-e-dahr kaa jhag.Daa kyaa hai
terii suurat se hai aalam me.n bahaaro.n ko sabaat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saman diwali ka
ye haar jiit kaa charchaa pa.Daa divaalii kaa
kisii ko daav pe laanakkii muuTh ne maaraa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
diwali
prem nagar me.n chaahe daav pe jiivan ho
bhed-bhaav pe tiir chalaa.e.n aa jaa.o
Abrar Kiratpuri
Nazm
siyasat
galii mahle ke jis bachche par bhii us kaa daav chaltaa
mukko.n aur dhamko.n se
Mansoora Ahmad
Nazm
husn-e-jaanan
husn kaafir tiraa aa.nkh tauba-shikan
daav par lag ga.e jaan-o-iimaan bhii
Noman Badr
Nazm
dad-gar
hujuum-e-dushna-o-KHanjar me.n muskuraane kii
uma.ng daa.o pe jaan-e-hazii.n lagaane kii
Aziz Qaisi
Nazm
race ka ghoDa
ko.ii bhii farq nahii.n hai
jaane kitno.n ne mujh par vishvaas kiyaa aur daav lagaa.e
Dr. Abdullah
Nazm
shikwa
thii na kuchh teGzanii apnii hukuumat ke liye
sar-ba-kaf phirte the kyaa dahr me.n daulat ke liye
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
jis kii ulfat me.n bhulaa rakkhii thii duniyaa ham ne
dahr ko dahr kaa afsaana banaa rakkhaa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
safha-e-dahr se baatil ko miTaayaa kis ne
nau-e-insaa.n ko Gulaamii se chhu.Daayaa kis ne
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
zaKHm bhar jaa.e.n magar daaG to rah jaataa hai
duuriyo.n se kabhii yaade.n to nahii.n mar saktii.n
Ahmad Faraz
Nazm
dastur
mai.n nahii.n maantaa mai.n nahii.n jaantaa
mai.n bhii KHaa.if nahii.n taKHta-e-daar se
Habib Jalib
Nazm
taj-mahal
siina-e-dahr ke naasuur hai.n kohna naasuur
jazb hai un me.n tire aur mire ajdaad kaa KHuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
ye daaG daaG ujaalaa ye shab-gaziida sahar
vo intizaar thaa jis kaa ye vo sahar to nahii.n