SEARCH RESULTS
Showing search results for "دل_درد"
Nazm MATCHES FOR "دل_درد"
Nazm
darwaza khula rakhna
dil dard kii shiddat se KHuu.n-gashta o sii-paara
is shahr me.n phirtaa hai ik vahshii-o-aavaara
Ibn e Insha
Nazm
hamraaz
kaise dil dard kii aavaaz banaa jaataa hai
kis tarah aa.ina hamraaz banaa jaataa hai
Naseem Nazish
Nazm
tohfa-e-darwesh
dard-e-dil dard-aafrii.n ko sunaa
kar guzar jii me.n hai jo kuchh Thaanii
Ze Khe Sheen
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
yaad se terii dil-e-dard aashnaa maamuur hai
jaise ka.abe me.n du.aa.o.n se fazaa maamuur hai
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-desh-bhagti
jin ke dil dard-e-vatan se sadaa naashaad rahe
kyaa KHabar un ko ki hotii hai masarrat kaisii
Nau Bahar Sabir
Nazm
payam-e-hasti
agar is majlis-getii me.n auro.n ko rulaataa hai
dil-e-dard-aashnaa-o-diida-e-KHuu.n-baar paidaa kar
Azeemuddin Ahmad
Nazm
dard sanso ke sath chalta hai
tum ko sachchii ye baat samjhaatii
dard kuchh kam tumhaaraa kar paatii
Siya sachdev
Nazm
tere siwa
sochtaa huu.n ki tire pyaar ke badle mujh ko
kyaa milaa dard-o-Gam-o-ranj-o-musiibat ke sivaa
Shahid Akhtar
Nazm
ret aur dard
muddate.n guzrii.n mire dil ko hu.e viiraana
aa.ndhiyaa.n bhii nahii.n aatii.n