SEARCH RESULTS
Showing search results for "ریحانہ"
Nazm MATCHES FOR "ریحانہ"
Nazm
maine tumhein chalna sikhaya tha
abhii jaise ye kal kii baat lagtii hai
ki tum chhoTe se guDDe the
Rehana Roohi
Nazm
jawab-e-shikwa
haidarii faqr hai ne daulat-e-usmaanii hai
tum ko aslaaf se kyaa nisbat-e-ruuhaanii hai
Allama Iqbal
Nazm
mauzu-e-suKHan
maut aur ziist kii rozaana saf-aaraa.ii me.n
ham pe kyaa guzregii ajdaad pe kyaa guzrii hai?
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikast-e-tauba
zaahid! ye terii shoKHii-e-rindaana dekhnaa
rahmat ko baato.n baato.n me.n bahlaa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
o des se aane wale bata
vo sarv-e-vatan raihaan-e-vatan
o des se aane vaale bataa
Akhtar Shirani
Nazm
mere school
mere school mirii yaado.n ke paikar sun le
mai.n tire vaaste rotaa huu.n baraabar sun le
Munawwar Rana
Nazm
nama-e-jaanan
vo jo do chaar navaa-gar the ki jin ke hote
hurmat-e-naGma bhii thii jur.at-e-rindaana bhii thii
Ahmad Faraz
Nazm
KHud-kalami
kyaa zaruurii hai ki ham phone pe baate.n bhii kare.n
kyaa zaruurii hai ki har lafz mahakne bhii lage
Munawwar Rana
Nazm
alwida
tire saaGar se ham ne faiz ke jur.aat paa.e hai.n
hamaarii fikr ne tujh hii se rujhaanaat paa.e hai.n
Abdul Ahad Saaz
Nazm
nargis-e-mastana
phir arz kar is tarah 'jigar' shauq o adab se
bebaak agar jur.at-e-rindaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
bhaarat ke musalman
islaam kii ta.aliim se begaana hu.aa tuu
naa-mahram-e-har-jur.at-e-rindaana hu.aa tuu