SEARCH RESULTS
Showing search results for "زدے"
Nazm MATCHES FOR "زدے"
Nazm
shikwa
tuu jo chaahe to uThe siina-e-sahraa se habaab
rah-rav-e-dasht ho sailii-zada-e-mauj-e-saraab
Allama Iqbal
Nazm
ai mere sare logo
dil-nashii.n aa.nkho.n me.n furqat-zada kaajal royaa
shaaKH-e-baazuu ke liye zulf kaa baadal royaa
Ahmad Faraz
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
jis tarah tuufaa.n-zada kashtii ke Tuk.Do.n ko
samundar saahilo.n par phe.nk detaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
eid ka din
zahe-qismat hilaal-e-eid kii suurat nazar aa.ii
jo the ramzaan ke biimaar un sab ne shifaa paa.ii
Majeed Lahori
Nazm
mere ahd ke hasino
vo hasii.n vo nuur-zaade vo KHalaa ke shaahzaade
jo hamaarii qismato.n par rahe hukmaraa.n hamesha
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek laDki
jo ik shaaKH-e-gul kii tarah
an-ginat chaahato.n ke jhakolo.n kii zad me.n
Muneer Niyazi
Nazm
yaad-e-aligarh
bahut yaad aataa hai guzraa zamaana
ko.ii Gam-zada thaa ko.ii ha.ns rahaa thaa
Aabidullah Ghazi
Nazm
shama aur shair
در طواف شعلہ ام بالے نہ زد پروانہ اے
مي تپد صد جلوہ در جان امل فرسودمن
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (4)
zamaana jahaa.n-zaad afsuu.n-zada burj hai
aur ye log us ke asiiro.n me.n hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
mujhe sochne de
jalsa-gaaho.n me.n ye dahshat-zada sahme amboh
rahguzaaro.n pe falaakat-zada logo.n ke giroh
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
vo gandagii vo kasaafat maraz-zada paikar
vo bachche chhin ga.e ho.n jin se bachpane un ke
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hubb-e-watan
qaum par ko.ii zad na dekh sake
qaum kaa haal-e-bad na dekh sake
Altaf Hussain Hali
Nazm
nama-e-jaanan
aisaa aaseb-zada shahr ki dekhaa na sunaa
aisii dahshat hai ki patthar hu.e sab ke baazuu