SEARCH RESULTS
Showing search results for "زندہ_باد"
Nazm MATCHES FOR "زندہ_باد"
Nazm
zindabaad ai watan
zindaabaad ai vatan zindaabaad ai vatan
tujh se aabaad hai zindagii kaa chaman
Fazal Haq Azimabadi
Nazm
jamhuriyat zindabaad
apne bhaarat me.n jo ujaalaa hai
use jamhuuriyat ne Dhaalaa hai
Mohi Bakhsh Qadiri
Nazm
gandhi-jayanti
ai mirii zindabaad qaum ai mirii zindabaad qaum
tere mahant to abhii mast hai.n zaat-paat me.n
Arsh Malsiyani
Nazm
pandrah august
a.ndhere haar ga.e zindaabaad hindostaan
yahii.n to ham ne kahaa thaa ye kar dikhaanaa hai
Javed Akhtar
Nazm
ghar ki raunaq
labo.n pe GalGala-e-''inqilaab zindaabaad''
magar dilo.n mai.n dabaa.e hu.e sharaar-e-fasaad
Raza Naqvi Vahi
Nazm
urdu
jo zinda rahne ko aa.e vo kaise ho barbaad
'asad' lagaa.o ye na.ara ki urdu zindabaad
Asad Ahmad Mujaddadi Asad
Nazm
ilm
ilm cha.Dhtaa aaftaab aur ilm hai baad-e-muraad
ilm zindabaad is kii aagahii paa.inda-baad
Farooq Shakeel
Nazm
hindostan
insaan zindabaad ke na.are buland kar
dair-o-haram ke roz ke jhag.Do.n se dar-guzar
Shatir Hakeemi
Nazm
pyar ka sangam
lagaa.o aaj apne desh kii miTTii ke jai-kaare
lagaa.o aaj is dhartii kii zindabaad ke na.are
Wafa Siddiqui
Nazm
tapish-e-ishq ya tir ki garmi
pho.D kar sar jail me.n be-chaara majnuu.n mar gayaa
aur sadaa.e.n har taraf hai.n yaar zindabaad kii
ismatullah ismat beg
Nazm
sarhad-e-hindostan
hind ke baa.nke sipaahii azm ke koh-e-giraa.n
zindaabaad ai faKHr-e-mashriq naazish-e-hindostaa.n
Takmiil Rizvi Lakhnavi
Nazm
aazad-hind fauj
tuu kaamgaar ho tire dushman huu.n naa-muraad
hindostaa.n kii fauj-e-zafar-mauj zindabaad