SEARCH RESULTS
Showing search results for "زچہ"
Nazm MATCHES FOR "زچہ"
Nazm
masjid-e-qurtuba
mard-e-sipaahii hai vo us kii zirah laa-ilaah
saaya-e-shamshiir me.n us kii panah laa-ilaah
Allama Iqbal
Nazm
ai mere sare logo
dil-nashii.n aa.nkho.n me.n furqat-zada kaajal royaa
shaaKH-e-baazuu ke liye zulf kaa baadal royaa
Ahmad Faraz
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
jis tarah tuufaa.n-zada kashtii ke Tuk.Do.n ko
samundar saahilo.n par phe.nk detaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
sochne do
is ke saf-basta dariicho.n me.n se kis me.n avval
zah hu.ii surKH shu.aa.o.n kii kamaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
yaad-e-aligarh
bahut yaad aataa hai guzraa zamaana
ko.ii Gam-zada thaa ko.ii ha.ns rahaa thaa
Aabidullah Ghazi
Nazm
hasan kuza-gar (4)
zamaana jahaa.n-zaad afsuu.n-zada burj hai
aur ye log us ke asiiro.n me.n hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
mujhe sochne de
jalsa-gaaho.n me.n ye dahshat-zada sahme amboh
rahguzaaro.n pe falaakat-zada logo.n ke giroh
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
yahii.n vatan ke taraano.n kii vo pave.n phuuTe.n
vo be-qaraar sukuu.n-zaa tarannum-e-saharii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nama-e-jaanan
aisaa aaseb-zada shahr ki dekhaa na sunaa
aisii dahshat hai ki patthar hu.e sab ke baazuu
Ahmad Faraz
Nazm
mujrim
jin ke aflaas-zada jism, Dhalakte siine
chand sikko.n ke evaz shab ko bikaa karte hai.n
Shakeb Jalali
Nazm
masjid
ek mailaa saa akelaa saa fasurda saa diyaa
roz raasha-zada haatho.n se kahaa kartaa hai
Akhtarul Iman
Nazm
farsh-e-naumidi-e-didar
farsh-e-naumiidii-e-diidaar bichhaa hai ab bhii
aur kahii.n yaad kisii dil-zada bachche kii tarah