SEARCH RESULTS
Showing search results for "سکون_قلب"
Nazm MATCHES FOR "سکون_قلب"
Nazm
KHanjar talash karta hai
KHudaa ko chho.D ke jamhuur kaa havas-pesha
sukuun-e-qalb falak par talaash kartaa hai
Bebak Bhojpuri
Nazm
shikast-e-husn
kis ko talaash kartii hai bhaTkii hu.ii nigaah
kis par sukuun-e-qalb luTaa.e hu.e hai.n aap
Habeeb Jaunpuri
Nazm
main aksar sard raaton mein
magar mere muqaddar me.n
sukuun-e-qalb-o-jaa.n kab hai
Qamar Abbas Qamar
Nazm
ek express train
sukuun-e-qalb apnaa vaasil-e-taajiil kar baiThe
ka.ii KHush-baKHt apnii biiviyaa.n tabdiil kar baiThe
Asad Jafri
Nazm
meayar-e-sukun
sukuun-e-qalb kaa dushman ye gul-Gapaa.Daa hai
ye rog vo hai jo ik roz jaan le legaa
Akhtar Bastavi
Nazm
dam toDti hui sansen
ham apnii rah se bhii haT ga.e hai.n
sukuun-e-qalb-o-nazar kii KHaatir
Masood Tanha
Nazm
sar-e-rahe
zabaan-e-dil se phir kahuu.n tumhii.n mirii bahaar ho
sukuun-e-qalb-e-zaar ho suruur-e-sad-KHumaar ho
Iqbal Umar
Nazm
ek tazad
qalb maiKHaane kii haa-o-huu kaa aadii hai miraa
kuchh ta'alluq hii nahii.n mujh ko sukuun-e-sa.ng se
Meeraji
Nazm
jahan-e-nau
mashaqqate.n hii likhii hai.n mire muqaddar me.n
nahii.n sukuun kabhii mere qalb-e-muztar me.n
Naim Siddiqi
Nazm
inqalab
ye kah rahii hai ishaaro.n me.n gardish-e-garduu.n
ki jald ham ko.ii saKHt inqalaab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
hinDola
dayaar-e-hind thaa gahvaara yaad hai hamdam
bahut zamaana hu.aa kis ke kis ke bachpan kaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
vo ek tarz-e-suKHan kii KHushbuu
vo ek mahkaa hu.aa takallum
Tariq Qamar
Nazm
soz-o-gudaz
kyo.n ta.ammul hai tujhe roz-e-ajal aane me.n
ziist kaa lutf milegaa mujhe mar jaane me.n