SEARCH RESULTS
Showing search results for "عیادت"
Nazm MATCHES FOR "عیادت"
Nazm
sham-e-ayaadat
ayaadat-e-habiib se vo aaj zindagii milii
KHushii bhii chau.nk chauk uThii Gam kii aa.nkh khul ga.ii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ayaadat
ye kaun aa gayaa ruKH-e-KHandaa.n liye hu.e
aariz pe ra.ng-o-nuur kaa tuufaa.n liye hu.e
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nae aadmi ka confession
ki lafz-e-ayaadat me.n biimaar kii maut kii bhii du.aa hai
burii hai burii hai
Ghazanfar
Nazm
rasm-e-andesha se farigh hue hum
chand biimaar iraado.n kii ayaadat chaahii
gaah naayaab du.aa.o.n kaa shumaar
Azar Tamanna
Nazm
naghma-e-dil-e-soz
aa.e vo bahr-ayaadat Daal kar ruKH par naqaab
rah gayaa armaan dil me.n aashiq-e-naashaad kaa
Raj Bahadur Saxena Auj
Nazm
kar ke ek bar taghaful na mujhe pyar karo
be-ruKHii thii to ayaadat ko na aa.e hote
ab jo aa.e ho to kuchh pursish-e-biimaar karo
Jaleel Qidwai
Nazm
raqib se!
kaarvaa.n guzre hai.n jin se usii raanaa.ii ke
jis kii in aa.nkho.n ne be-suud ibaadat kii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHuda ka sawal
mire rab kii mujh par inaayat hu.ii
kahuu.n bhii to kaise ibaadat hu.ii
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
safar ke waqt
baras baras kii ho aadat kaa jab hisaab to phir
bahut sataatii ho jaanam bahut sataatii ho