SEARCH RESULTS
Showing search results for "قصور"
Nazm MATCHES FOR "قصور"
Nazm
shikwa
qahr to ye hai ki kaafir ko mile.n huur o qusuur
aur bechaare musalmaa.n ko faqat vaada-e-huur
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
adl hai faatir-e-hastii kaa azal se dastuur
muslim aa.ii.n hu.aa kaafir to mile huur o qusuur
Allama Iqbal
Nazm
mashwara
gila karo na zamaane kii sard-mehrii kaa
ki is KHataa me.n zamaane kaa kuchh qusuur nahii.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
zohd aur rindi
gar aap ko maaluum nahii.n merii haqiiqat
paidaa nahii.n kuchh is se qusuur-e-hamaadaanii
Allama Iqbal
Nazm
aazadi
dilo.n me.n ahl-e-zamii.n ke hai niiv us kii magar
qusuur-e-KHuld se uu.nchaa hai baam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
rishwat
daam ik chhoTe se kuuze ke hai.n sau jaam-e-biluur
mol lene jaa.e.n ik qatra to de.n nahr-o-qusuur
Josh Malihabadi
Nazm
sham-e-ayaadat
hai apne aa.nsu.o.n se mujh pe aa.iina Gam-e-hayaat
ye be-qusuur jaan-daar dard jhelte hu.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
zamana
نہ تھا اگر تو شريک محفل ، قصور ميرا ہے يا کہ تيرا
مرا طريقہ نہيں کہ رکھ لوں کسي کي خاطر مےء شبانہ
Allama Iqbal
Nazm
jahan zad
ye teraa qusuur aur na merii KHataa hai
ko.ii kuuza-gar to hamaaraa bhii hogaa
Ishrat Afreen
Nazm
shama
chashm-e-Galat nagar kaa ye saaraa qusuur hai
aalam zuhuur jalva-e-zauq-e-shu.uur hai
Allama Iqbal
Nazm
diwali
ab kis liye KHayaal ho huur-o-qusuur kaa
aalam to dekhiye shab-e-yaldaa pe nuur kaa
Arsh Malsiyani
Nazm
adl-e-faruqi ka ek namuna
bole ye ibn-e-umar sab se muKHaatib ho kar
is me.n kuchh vaalid-e-maajid kaa nahii.n jurm o qusuur
Shibli Nomani
Nazm
qissa gul-baadshah ka
us kii baa.nho.n me.n huur o qusuur
merii taqdiir me.n bam-dhamaake dhu.aa.n