SEARCH RESULTS
Showing search results for "مبہم"
Nazm MATCHES FOR "مبہم"
Nazm
farar
kitnii be-rabt tamannaa.o.n ke mub.ham KHaake
apne KHvaabo.n me.n basaa.e the kisii kii KHaatir
Sahir Ludhianvi
Nazm
raqs
ek mub.ham aasiyaa ke daur hai.n
kaisii sar-garmii se Gam ko rau.ndtaa jaataa huu.n mai.n!
Noon Meem Rashid
Nazm
jugnu
bas ek vaqfa-e-taariik, lamha-e-shahlaa
samaa me.n jumbish-e-mub.ham sii kuchh hu.ii fauran
Firaq Gorakhpuri
Nazm
yaad-e-aligarh
vo shamshaad building pe ik shor-e-mahshar
vo mub.ham sii baate.n vo poshiida nashtar
Aabidullah Ghazi
Nazm
aalam kitne
kitne Gunche hai.n jigar-chaak gulistaa.n me.n abhii
har taraf zaKHm hai.n be-minnat-e-marham kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
us samt na jaana jaan meri
be-ma.anii mub.ham ismo.n kaa
us samt na jaanaa jaan mirii
Mohsin Naqvi
Nazm
shikast-e-saz
mai.n ne mauhuum umiido.n kii panaahe.n Dhuu.nDii.n
shiddat-e-yaas me.n mub.ham saa ishaara na milaa
Ada Jafarey
Nazm
main aksar sard raaton mein
nigaah-e-yaas me.n mub.ham sahii ko.ii nishaa.n kab hai
kahii.n par shorish-e-amvaaj-e-dariyaa hai
Qamar Abbas Qamar
Nazm
etizar
kabhii naakaam tamannaa kii sadaa-e-mub.ham
qahqaha ban ke fazaa.o.n me.n bikhar jaatii hai
Ada Jafarey
Nazm
wafa kaisi?
sarsaraate hu.e lamho.n ke dha.Dakte hu.e dil
jagmagaate hu.e aavezaa.n kii mub.ham fariyaad
Mustafa Zaidi
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
dev kii diivaar ke niiche nasiim
roz-o-shab chaltii hai mub.ham KHauf se sahmii hu.ii
Noon Meem Rashid
Nazm
naqqad
sher kiyaa jazb-e-daruu.n kaa ek naqsh-e-naa-tamaam
mushtaba saa ik ishaara ek mub.ham saa kalaam