SEARCH RESULTS
Showing search results for "ننگ"
Nazm MATCHES FOR "ننگ"
Nazm
muflisi
kahte hai.n jis ko sharm-o-hayaa na.ng-o-naam aah
vo sab hayaa-o-sharm u.Daatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
uTTho marne ka haq istimal karo
bhuuk na.ng sab den inhii kii hai logo
bhuul ke bhii mat in se arz-e-haal karo
Habib Jalib
Nazm
nazr-e-collage
ham ek KHaar the jo chaman se nikal ga.e
na.ng-e-vatan the hadd-e-vatan se nikal ga.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
holi
sun.ne me.n yahaa.n tak nahii.n ab na.ng zamii.n par
holii ne machaayaa hai ajab rang zamii.n par
Nazeer Akbarabadi
Nazm
madh
kuchh na.ng nahii.n ranj-e-asiirii ki puraanaa
mardaan-e-safaa-kesh se hai rishtaa-e-zanjiir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zaifa
ai za.iifa na.ng hai tuu mulk-o-millat ke liye
tuu hai ik dhabbaa jabiin-e-ahl-e-daulat ke liye
Josh Malihabadi
Nazm
be-nang-o-nam
raat Dhalte hii ik aavaaz chalii aatii hai
bhuul bhii jaa.o ki mai.n ne tumhe.n chaahaa kab thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
ahl-e-hunar se
tere haram kaa zamiir asvad-o-ahmar se paak
na.ng hai tere liye surKH-o-saped-o-kabuud
Allama Iqbal
Nazm
mahatma-gandhi
sila thaa terii riyaazat kaa sub.h-e-aazaadii
vo sub.h jis ko Gulaamo.n ne na.ng-e-shaam kiyaa
Ravish Siddiqi
Nazm
bahadur shah zafar
us ke apne hii ek rishta-daar
na.ng-e-hindostaa.n hu.e Gaddaar
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
muslim-league
seGa-e-raaz se kuchh kuchh ye bhanak aatii hai
ki ham-aaha.ngi-e-ahbaab se ab na.ng nahii.n