SEARCH RESULTS
Showing search results for "نڈھال"
Nazm MATCHES FOR "نڈھال"
Nazm
hum log
muzmahil saa.at-e-imroz kii be-ra.ngii se
yaad-e-maazii se Gamii.n dahshat-e-fardaa se niDhaal
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
main saz DhunDti rahi
aap hii aap jii hu.aa hai niDhaal
siine me.n ik chubhan sii hotii hai
Ada Jafarey
Nazm
aur bhi gham hain zamane mein
aaj ik aur hii aalam hai mirii nazro.n me.n
jis kaa har zarra hai vaamaa.ndgii-e-Gam se niDhaal
Ali Minai
Nazm
aap-biti
vaqt kii dhund me.n lipTe hu.e kuchh pyaar ke giit
mehr o iKHlaas zamaane kii jafaa.o.n se niDhaal
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
abba ka chaaliswan
apne yahaa.n to maut me.n KHarche kaa hai chalan
Gam se niDhaal beTe ke maathe pe thii shikan
Nashtar Amrohvi
Nazm
mazdur
muzmahil vaamaa.ndgii se aur faaqo.n se niDhaal
chaar paise kii tavaqqo.a saare kumbe kaa KHayaal
Seemab Akbarabadi
Nazm
us ka dukh
mujhe thakan se niDhaal dekhaa
to khilkhilaa kar lipaT ga.ii mujh se be-tahaashaa
Kumar Pashi
Nazm
dayar-e-KHwab
dhu.aa.n ugaltii chimniyaa.n
dha.Dakte dil, niDhaal jism, dhuup ke makaa.n