SEARCH RESULTS
Showing search results for "وصف"
Nazm MATCHES FOR "وصف"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
raahate.n aur bhii hai.n vasl kii raahat ke sivaa
an-ginat sadiyo.n ke taariik bahiimaana tilism
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek rah-guzar par
Garaz vo husn jo mohtaaj-e-vasf-o-naam nahii.n
vo hasan jis kaa tasavvur bashar kaa kaam nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kuchh de ise ruKHsat kar
shaa.er hai to adnaa hai, aashiq hai to rusvaa hai
kis baat me.n achchhaa hai kis vasf me.n aalii hai
Ibn e Insha
Nazm
is gali ke moD par
burzhvaa samaaj hai
luuT maar choriyaa.n is kaa vasf-e-KHaas hai
Fahmida Riaz
Nazm
hubb-e-qaumi
dur-fishaa.n hai har zabaa.n hubb-e-vatan ke vasf me.n
josh-zan har samt bahr-e-himmat-e-mardaana hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
mohabbat
mohabbat se shaan-e-pidar sar-buland
mohabbat se vasf-e-pisar arjumand
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
gurez
raah kii zulmat-e-be-rang ke baa-vasf mujhe
jagmagaatii hu.ii qindiil nazar aatii hai