SEARCH RESULTS
Showing search results for "وفادار"
Nazm MATCHES FOR "وفادار"
Nazm
saza
mai.n ne ye kab kahaa thaa mohabbat me.n hai najaat
mai.n ne ye kab kahaa thaa vafaadaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
shikwa
phir bhii ham se ye gila hai ki vafaadaar nahii.n
ham vafaadaar nahii.n tuu bhii to dildaar nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
etiraf
mai.n vafaadaar nahii.n haa.n mai.n vafaadaar nahii.n
ab mire paas tum aa.ii ho to kyaa aa.ii ho
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHud-kalami
kyaa zaruurii hai ki har zaKHm se KHushbuu aa.e
kyaa zaruurii hai vafaadaar rahe.n ham dono.n
Munawwar Rana
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
aslaha de ke jo dushman kii paziiraa.ii hai
ham vafaadaar nahii.n tuu bhii to harjaa.ii hai
Khalid Irfan
Nazm
ba-shart-e-ustuwari
mere afkaar kaa unvaan-e-iraadat tum ho
mai.n tumhaaraa huu.n luTero.n kaa vafaadaar nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
charagh jab mera kamra napta hai
hamaare hausle rakhe hu.e hote hai.n
har vafaadaar lamha hame.n churaa le jaataa hai
Sara Shagufta
Nazm
musalman aur hindostan
bhaarat ke ba-har-haal vafaadaar bano tum
naamuus ke izzat ke nigah-daar bano tum
Hindi gorakhpurii
Nazm
jamuna
terii shaukat ke hai.n shaahid ai vafaadaar-e-kuhan
tere burjo.n aur tire qilo.n ke aasaar-e-kuhan
Suroor Jahanabadi
Nazm
main pachhta raha hun
vafaadaar samjhaa jafaa-kaar nikle
samajhtaa rahaa tum ko gul se bhii behtar
Afzal Peshawari
Nazm
azm
magar daruun me.n is ke bahut ujaalaa thaa
vo jaantaa thaa vafaadaar hai.n sabhii naasir
Tariq Qamar
Nazm
trahdar kahan se laun
ruuh-e-tauhiid kii qaatil hai siyaasii ta.aliim
sar-faroshaan-e-vafaadaar kahaa.n se laa.uu.n
Bebak Bhojpuri
Nazm
tere baad
be-sabab tujh se vafaadaar ne mu.nh mo.D liyaa
mu.nh dikhaate nahii.n ab ahl-e-vafaa tere baad
Zahida Khatoon sharvaiya
Nazm
sukut-e-shab mein
ajiib josh thaa jazba thaa jaa.n-nisaaro.n me.n
vo jaantaa thaa vafaadaar hai.n sabhii naasir
Tariq Qamar
Nazm
kitni neamaton se nawaza hai mujhe
ek muKHlis aur vafaadaar saathii
jo merii ek muskuraahaT se jii uThtaa hai
Sadaf Masoom
Nazm
amn ka suraj
pahle ham apne ta.ii.n KHud hii vafaadaar bane.n
aur Gairo.n ko bhii de.n dars vafaadaarii kaa