SEARCH RESULTS
Showing search results for "ٹھیکرے"
Nazm MATCHES FOR "ٹھیکرے"
Nazm
mere hamdam mere dost!
kaise ik chehre ke Thahre hu.e maanuus nuquush
dekhte dekhte yak-laKHt badal jaate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
Dhaka se wapsi par
ham ki Thahre ajnabii itnii mudaaraato.n ke ba.ad
phir bane.nge aashnaa kitnii mulaaqaato.n ke ba.ad
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tariq ki dua
jinhe.n tuu ne baKHshaa hai zauq-e-KHudaa.ii
do-niim un kii Thokar se sahraa o dariyaa
Allama Iqbal
Nazm
safar ke waqt
tum ek saada o barjasta aadmii Thahre
mizaaj-e-vaqt ko tum aaj tak nahii.n samjhe
Jaun Eliya
Nazm
kisi ko udas dekh kar
mujhe qasam hai mirii dukh-bharii javaanii kii
mai.n KHush huu.n merii mohabbat ke phuul Thukraa do
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaKHiri KHat
shaayad mirii turbat ko bhii Thukraa ke chalogii
shaayad mirii be-suud vafaa.o.n pe ha.nsogii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
rang hai dil ka mere
ab jo aa.e ho to Thahro ki ko.ii rang ko.ii rut ko.ii shai
ek jagah par Thahre
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikast-e-tauba
sar-mastii-e-azal mujhe jab yaad aa ga.ii
duniyaa-e-e'tibaar ko Thukraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
dil ek kuTiya dasht kinare
naa baniye na seTh na Thaakur
pai.nTh nahii.n chaupaal nahii.n hai
Ibn e Insha
Nazm
aadha kamra
shakespeare ke Daraamo.n se chun chun kar us ne Thumke lagaa.e
mujhe tanhaa dekh kar
Sara Shagufta
Nazm
izhaar
yuu.nhii be-vaj.h ThiTakne kii zaruurat kyaa thii
dam-e-ruKHsat mai.n agar yaad na aayaa hotaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
mujassama
tund jazbaat se bharpuur barahna siina
jaise sustaane ko tuufaan zaraa Thahre ho.n
Ahmad Faraz
Nazm
zindan ki ek subh
aks-e-jaanaa.n ko vidaa kar ke uThii merii nazar
shab ke Thahre hu.e paanii kii siyah chaadar par