SEARCH RESULTS
Showing search results for "پنپتے"
Nazm MATCHES FOR "پنپتے"
Nazm
siyasat
isii kii maslahat se buGz ke paude panapte hai.n
giraa detii hai ye diivaar baaham e'timaado.n kii
Rahbar Jaunpuri
Nazm
takmil
Gam-e-hayaat kii rangiiniyo.n ke saaye me.n
jahaan-e-dard ke saamaa.n panapte rahte hai.n
Abid Almi
Nazm
jawab-e-shikwa
firqa-bandii hai kahii.n aur kahii.n zaate.n hai.n
kyaa zamaane me.n panapne kii yahii baate.n hai.n
Allama Iqbal
Nazm
ek taswir-e-rang
tuu ne sarmaa.e kii chhaa.nv me.n panapne ke liye
apne dil apnii mohabbat kaa lahuu bechaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
december
abhii sard jho.nko.n kii lahre.n chalii hai.n
ki ye hai ka.ii Gam panapne kaa mausam
Nadeem Gullani
Nazm
arz-e-watan
farebo.n se ko.ii panaptaa nahii.n
kabhii jhuuT kaa meva paktaa nahii.n
Arsh Malsiyani
Nazm
ittifaq
vo aarzuu jo tumhe.n dekh kar panaptii hai
is ittifaaq se is kaa bhii silsila Thahraa
Rishi Patialvi
Nazm
diwali ki raat
baazii-e-jaa.n ke khilaa.Dii hai.n yahii khelne vaale
dekhiye ye bhii panapne kii adaa aaj kii raat
Ram Parkash Rahi
Nazm
rag-yug ki nazmen
panap sake to panpe insaa.n
nar-naarii me.n vaa maa.nda vo nashv-o-numaa