SEARCH RESULTS
Showing search results for "چکنا_چور"
Nazm MATCHES FOR "چکنا_چور"
Nazm
tum aa gae ho
kal talak to kaa.nch ke bartan sii chaknaa-chuur duniyaa
mere chaaro.n taraf bikhrii pa.Dii thii
Maryam Gazala
Nazm
ek naghma karbala-e-beirut ke liye
bachcho.n kii ha.nstii aa.nkho.n ke
jo aa.ine chaknaa-chuur hu.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ab dhup chaDhi diwaron par
jo KHvaab the chaknaa-chuur hu.e
chand ek lamhe haa.n lekin
Rabia Fakhri
Nazm
janam-kade mein na-jaez aankhen
kaun jaane
zindagii kii uThaa-paTaKH mai.n kitne aabgiine chaknaa-chuur hu.e
Sidra Sahar Imran
Nazm
suraj ka aatish-kada
ek patthar par paTaKH kar
har khilaune ko mai.n chaknaa-chuur kar duu.n
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
talluq
ta.alluq kaa.nch kaa bartan nahii.n
haatho.n se chhuuTe aur chaknaa-chuur ho jaa.e
Humaira Rahat
Nazm
KHwab
to KHvaabo.n ko chaknaa-chuur kartii hu.ii
haqiiqato.n kaa mandir taKHliiq kartii hu.ii
Saira Iqbal
Nazm
mohabbat mar gai meri
mohabbat kaa.nch hotii hai.n
zaraa sii Thes lagne se ye chaknaa-chuur hotii hai
Afroz Rizvi
Nazm
intizar ke baad
farsh par giraa aur chaknaa-chuur ho gayaa
aur us se pahle ki mai.n
Mushtaq Ali Shahid
Nazm
rag-yug ki nazmen
vo jitnaa chaknaa-chuur utnaa hii
nuur-e-zuhuur kaa aalam us se phaTaa pa.Dtaa