SEARCH RESULTS
Showing search results for "کاغذ"
Nazm MATCHES FOR "کاغذ"
Nazm
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo
magar mujh ko lauTaa do vo bachpan kaa saavan
vo kaaGaz kii kashtii vo baarish kaa paanii
Sudarshan Faakir
Nazm
naya hukm-nama
hamaarii ret kii sab ye fasiile.n
ye kaaGaz ke mahal jo ban rahe hai.n
Javed Akhtar
Nazm
aadha kamra
us ne itnii kitaabe.n chaaT Daalii.n
ki us kii aurat ke pair kaaGaz kii tarah ho ga.e
Sara Shagufta
Nazm
jugnu
jo tujh se ho sake ai maa.n tuu vo tariiqa bataa
tuu jis ko paa le vo kaaGaz uchhaal duu.n kaise
Firaq Gorakhpuri
Nazm
bint-e-hawwa
mere ausaaf ginaane ko ye kaaGaz kam hai.n
sinf-e-naazuk huu.n magar ruuh mirii rustam hai
Hina Rizvi
Nazm
nazm bahut aasan thi pahle
KHaalii kaaGaz ko
KHaalii hii chho.D ke ruKHsat ho jaatii hai
Nida Fazli
Nazm
chal aa ek aisi nazm kahun
mai.n kaaGaz par tire ho.nT likhuu.n
tire ho.nTo.n par muskaan aa.e
Amir Ameer
Nazm
mera janam din
aur us ke pahluu me.n ik nanhaa saa tiir hai
tiir me.n ik kaaGaz bhii hai
Baqar Mehdi
Nazm
imtihan
sirf ik kaaGaz ke purze se hu.aa ye inqalaab
KHud-ba-KHud har ik sharaarat kaa hu.aa hai sadd-e-baab
Syed Mohammad Jafri
Nazm
abhi mujhse kisi ko mohabbat nahin hui
kaar-e-mohabbat mauquuf kar diyaa gayaa hai
qismat ko kaaGaz ke Tuk.Do.n
Ziyaul Hasan
Nazm
wafa kaisi?
aaj us qasr kii zanjiir hilaa dii ham ne
aag, kaaGaz ke chamakte hu.e siine pe ba.Dhii
Mustafa Zaidi
Nazm
adhuri nazm
bar-sar-e-kaaGaz bichha.Dne kii
suno... tum se dil-e-mahzuu.n kii baate.n kahne vaalo.n kaa