SEARCH RESULTS
Showing search results for "अपनाया"
Nazm MATCHES FOR "अपनाया"
Nazm
bapu
baapuu ne rasta apnaayaa saty ahinsaa vaalaa
aazaadii kii KHaatir apnaa tan man dhan de Daalaa
Ataur Rahman Tariq
Nazm
silsila-e-mukalimat-e-KHud-kalami
aur masjuud-e-malaa.ik ban ga.ii insaa.n kii zaat
mai.n ne lekin sheva-e-inkaar apnaayaa
Shafiq Fatima Shera
Nazm
shikwa
dil tujhe de bhii ga.e apnaa sila le bhii ga.e
aa ke baiThe bhii na the aur nikaale bhii ga.e
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
aur mai.n jis ne tujhe apnaa masiihaa samjhaa
ek zaKHm aur bhii pahle kii tarah sah jaa.uu.n
Ahmad Faraz
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
lab pe harf-e-Gazal dil me.n qindiil-e-Gam
apnaa Gam thaa gavaahii tire husn kii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
koi ye kaise batae
ko.ii ye kaise bataa.e ki vo tanhaa kyuu.n hai
vo jo apnaa thaa vahii aur kisii kaa kyuu.n hai
Kaifi Azmi
Nazm
tarana-e-hindi
'iqbaal' ko.ii mahram apnaa nahii.n jahaa.n me.n
maaluum kyaa kisii ko dard-e-nihaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
is waqt to yun lagta hai
ik bair na ik mehr na ik rabt na rishta
teraa ko.ii apnaa, na paraayaa ko.ii meraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawed ke nam
dayaar-e-ishq me.n apnaa maqaam paidaa kar
nayaa zamaana na.e sub.h o shaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
ai sharif insano
KHuun apnaa ho yaa paraayaa ho
nasl-e-aadam kaa KHuun hai aaKHir