SEARCH RESULTS
Showing search results for "क़दम"
Nazm MATCHES FOR "क़दम"
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
jab ghulii terii raaho.n me.n shaam-e-sitam
ham chale aa.e laa.e jahaa.n tak qadam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
nazar jhukaa.e hu.e aur badan churaa.e hu.e
KHud apne qadmo.n kii aahaT se jhe.nptii Dartii
Sahir Ludhianvi
Nazm
tu hindu banega na musalman banega
achchhaa hai abhii tak teraa kuchh naam nahii.n hai
tujh ko kisii maz.hab se ko.ii kaam nahii.n hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
akele
kis qadar siidhaa, sahal, saaf hai rasta dekho
na kisii shaaKH kaa saaya hai, na diivaar kii Tek
Gulzar
Nazm
iltija-e-musafir
nazar hai abr-e-karam par daraKHt-e-sahraa huu.n
kiyaa KHudaa ne na mohtaaj-e-baaGbaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
ek pahaD aur gilahri
qadam uThaane kii taaqat nahii.n zaraa tujh me.n
nirii ba.Daa.ii hai! KHuubii hai aur kyaa tujh me.n
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
vaisaa hii mufliso.n ko la.Daatii hai muflisii
kartaa nahii.n hayaa se jo ko.ii vo kaam aah
Nazeer Akbarabadi
Nazm
man ka KHwab
laraztaa thaa Dar se miraa baal baal
qadam kaa thaa dahshat se uThnaa muhaal
Allama Iqbal
Nazm
bahut dinon baad
havaa me.n tahliil ho gayaa huu.n
na Dhuu.nDh merii vafaa ke naqsh-e-qadam ke reze
Mohsin Naqvi
Nazm
ek mulaqat
ga.ii to sog me.n Duube qadam ye kah ke ga.e
safar hai shart shariik-e-safar mile na mile
Sahir Ludhianvi
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
KHatm ho jaa.e jo do chaar qadam aur chalo
mo.D pa.Dtaa hai jahaa.n dasht-e-faraamoshii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
jab naurasta sabze par qadam rakhtii hu.ii
ma.muura-e-tan me.n dar aatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
nau-jawan se
tire qadam pe nazar aa.e mahfil-e-anjum
vo baa.nkpan vo achhuutaa shabaab paidaa kar