SEARCH RESULTS
Showing search results for "खरा"
Nazm MATCHES FOR "खरा"
Nazm
amman mujhko basta de de
kharaa hai kyuu.n kar khoTaa kyaa hai
haq aur farz me.n farq hai kitnaa
Amjad Islam Amjad
Nazm
achanak bhiD ka KHamosh ho jaana
meraa pahlaa imtihaa.n thaa
aur mai.n is me.n kharaa utraa
Shariq Kaifi
Nazm
mulamma ki anguThi
khone ko kharaa ban ke nikharnaa nahii.n achchhaa
chhoTe ko ba.Daa ban ke ubharnaa nahii.n achchhaa
Ismail Merathi
Nazm
shikwa
KHanda-zan kufr hai ehsaas tujhe hai ki nahii.n
apnii tauhiid kaa kuchh paas tujhe hai ki nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
masjide.n marsiyaa.n-KHvaa.n hai.n ki namaazii na rahe
yaanii vo sahib-e-ausaaf-e-hijaazii na rahe
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
jis pe pahle bhii ka.ii ahd-e-vafaa TuuTe hai.n
isii do-raahe pe chup-chaap kha.Daa rah jaa.uu.n
Ahmad Faraz
Nazm
tarana-e-milli
ai mauj-e-dajla tuu bhii pahchaantii hai ham ko
ab tak hai teraa dariyaa afsaana-KHvaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
KHwabon ke byopari
ham raakh liye hai.n jholii me.n
aur sar pe hai saahuukaar kha.Daa
Ahmad Faraz
Nazm
intisab
aaj ke Gam ke naam
aaj kaa Gam ki hai zindagii ke bhare gulsitaa.n se KHafaa