SEARCH RESULTS
Showing search results for "जान-ए-मन"
Nazm MATCHES FOR "जान-ए-मन"
Nazm
tu meri nazm hai jaan-e-man
mai.n ta.aaqub me.n jin ke rahuu.n umr-bhar
tuu mirii nazm hai jaan-e-man
Faisal Azeem
Nazm
uzr-e-gunah
jaan-e-man mujh se bajaa hai ye shikaayat terii
ki mire sher me.n maazii kaa vo andaaz nahii.n
Rais Amrohvi
Nazm
man ki nasihat
ne.amate.n sau hai.n tere khaane ko
lekin ai nuur-e-chashm-o-jaan-e-man
Jibreel Siddiqi
Nazm
koi dil ki chahat se majbur hai
ko.ii maane na maane magar jaan-e-man
kuchh tumhe.n chaahiye kuchh hame.n chaahiye
Sahir Ludhianvi
Nazm
last call
jaan-e-man hai vaqt meraa bhii bahut hii qiimtii
kuchh puraane dosto.n ne milne aanaa hai abhii
Wasi Shah
Nazm
qublai KHan ka KHwab ek fiqra coleridge ki tarz par
mu.nh-dikhaa.ii husn-e-jaa.n kii be-lagan
hai munaadii is junuu.n kii jaan-e-man
Aalim Akhtar Jaazib
Nazm
jaliyan-wala bagh
yaad hai vo din hame.n ai jaan-e-man
jab aduu tujh par hu.aa thaa teG-zan
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
kya dhoka dene aaogi
ye tan kaa jhuuTaa jaaduu bhii
ye man kii jhuuTii KHushbuu bhii