SEARCH RESULTS
Showing search results for "तअस्सुब"
Nazm MATCHES FOR "तअस्सुब"
Nazm
urdu
urdu hai miraa naam mai.n 'KHusrav' kii pahelii
kyuu.n mujh ko banaate ho ta.assub kaa nishaana
Iqbal Ashhar
Nazm
bhaarat ke musalman
maz.hab me.n ta.assub to ba.Daa jaur hai pyaare
aql-o-KHirad-o-ilm kaa ye daur hai pyaare
Jagan Nath Azad
Nazm
ram
daaman nahii.n thaa un kaa ta.assub se daaG-daar
hirs-o-havas se duur the vo saahab-e-vaqaar
Rahbar Jaunpuri
Nazm
firqa-parasti ka challenge
sarmaaya-parasto.n ne janam mujh ko diyaa hai
maz.hab ke ta.assub ne mujhe god liyaa hai
Nazeer Banarasi
Nazm
zakir-husain
alam-o-ranj kaa dukh-dard kaa ehsaas na ho
aur ta.assub kii kisii qaum me.n buu-baas na ho
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
maulwiyon ka shaghl-e-takfir
jo naam se islaam ke ho jaate hai.n barham
un me.n bhii ta.assub ke vo aasaar nahii.n hai.n
Shibli Nomani
Nazm
nazr-e-Khaalida
tuu ne turko.n ko dikhaa.ii hai siraat-e-mustaqiim
phuu.nk Daale hai.n ta.assub ke hijaabaat-e-qadiim
Asrarul Haq Majaz
Nazm
siyasat
sadaa ye ittihaad-e-baahamii par vaar kartii hai
ta.assub ko havaa detii hai dil bezaar kartii hai
Rahbar Jaunpuri
Nazm
le chal ai ishq
mere majruuh tabassum pe KHafaa hai.n ahbaab
merii mazluum KHamoshii pa hai.n kyaa kyaa na itaab
Mahshar Badayuni
Nazm
ghar ki raunaq
nifaaq o buGz o ta.assub ke aa ga.e rele
zabaa.n kii aa.D me.n ahl-e-fasaad khul-khele
Raza Naqvi Vahi
Nazm
naya sal
nayaa saal aaya nayaa saal aaya
ta.assub kii parchhaa.iyaa.n ab na ho.ngii
Laiq Siddiqi
Nazm
ekta ki aawaz
bhulaa do firqa-parastii kii daastaano.n ko
miTaa do ba.Dh ke ta.assub bhare jahaano.n ko
Bekal Utsahi
Nazm
fasana-e-ibrat
ta.ajjub me.n huu.n dekh kar ra.ng-e-aalam
ilaahii ye kyaa aa gayaa hai zamaanaa