SEARCH RESULTS
Showing search results for "तग"
Nazm MATCHES FOR "तग"
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
phir aaKHir ta.ng aa kar ham ne
dono.n ko adhuuraa chho.D diyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
kuchh jo samjhaa mire shikve ko to rizvaa.n samjhaa
mujh ko jannat se nikaalaa hu.aa insaa.n samjhaa
Allama Iqbal
Nazm
magar zulm ke KHilaf
ham amn chaahte hai.n magar zulm ke KHilaaf
gar ja.ng laazmii hai to phir ja.ng hii sahii
Sahir Ludhianvi
Nazm
naya hukm-nama
havaa.o.n ko bataanaa ye bhii hogaa
chale.ngii ab to kyaa raftaar hogii
Javed Akhtar
Nazm
hamare ustad
KHud to rahte hai.n bahut ta.ng-o-pareshaan magar
daulat-e-ilm luTaate hai.n hamaare ustaad
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
naya shiwala
sach kah duu.n ai barhaman gar tuu buraa na maane
tere sanam-kado.n ke but ho ga.e puraane
Allama Iqbal
Nazm
tumhaare husn ke nam
tumhaare haath pe hai taabish-e-hinaa jab tak
jahaa.n me.n baaqii hai dildaari-e-uruus-e-suKHan