SEARCH RESULTS
Showing search results for "तह-ओ-बाला"
Nazm MATCHES FOR "तह-ओ-बाला"
Nazm
andesha
ye kis ne aalam-e-hastii kiyaa tah-o-baalaa
sharaab-e-ziist ko saaGar me.n maut ke Dhaalaa
Natiq Azmi
Nazm
sirr-e-hasti
dair ko ka.aba to ka.aba ko shivaala kar duu.n
zarre-zarre ko jahaa.n ke tah-o-baalaa kar duu.n
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Nazm
zakir-husain
unsur-e-amn shikan ko tah-o-baalaa kar de
to jo aayaa hai to duniyaa me.n ujaalaa kar de
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
rawangi
buland-o-baalaa pahaa.Do.n se
hazaaro.n patthar lu.Dhak rahe hai.n
Khaliq aashiq Abdullah
Nazm
apni apni diwaren
istehzaa.ii qahqahe lagaatii hai
aasmaan kaa buland-o-baalaa kalas
Khalid Karrar
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
magar samaavii KHiraam vaale
jo past o baalaa ke aastaa.n par jame hu.e hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
jamhuriyat zindabaad
ham sabhii ehtiraam karte hai.n
aaj kaa din buland-o-baalaa hai
Mohi Bakhsh Qadiri
Nazm
islam-abaad ki ek sham
buland-o-baalaa daraKHt tanhaa
fasurda jangal ke darmiyaa.n ab luTe kha.De hai.n
Naseem Nazish
Nazm
wo aalam KHwab ka tha
tilism-o-haft-KHvaa.n aa.e
tab us shahr-e-buland-o-baala-o-pur-kaif me.n pahu.nchaa
Harris Khalique
Nazm
munkir ka KHauf
vo diida-var hamesha se mu.ayyan hai
hamaare raaste ke past-o-baalaa par
Aftab Iqbal Shamim
Nazm
wo shahr ab bhi usi jagah hai
vahii jharoke vahii mu.nDere.n buland-o-baalaa vahii manaare
aur un manaro.n pe par sukhaate
Makhmoor Saeedi
Nazm
shab charagh
baso.n kaa shor dhu.aa.n gard dhuup kii shiddat
buland o baalaa imaaraat sar-niguu.n insaa.n
Mahmood Ayaz
Nazm
chand aansu
buland-o-baalaa ghanere bargad kii infiraadii tanaavarii ko
fanaa kii diimak nigal ga.ii hai
Ram Parkash Rahi
Nazm
tumhein pyar hai, to yaqin do,
jo tumhaare pyaar se le rahii ho.n mushaabahate.n
jo ho sab se ziyaada buland-o-baalaa alag-thalag
Arif Ishtiaque
Nazm
mohabbat ke siwa kuchh bhi nahin
sach hai 'afzal' ko tire ishq ne barbaad kiyaa
martaba is kaa bhii thaa varna buland-o-baalaa
Afzal Peshawari
Nazm
muntaKHab-e-rozgar abulkalam-azad
vo jis ne bartar-o-baalaa KHayaal baKHshaa thaa
jo laa-zavaal hai aisaa kamaal baKHshaa thaa