SEARCH RESULTS
Showing search results for "नूर-ए-हयात"
Nazm MATCHES FOR "नूर-ए-हयात"
Nazm
id ka chand
dil ke jazbaat tire saath hai.n ai nuur-e-hayaat
pyaar kaa giit hai to sab ko sunaa.ii denaa
Nashir Naqvi
Nazm
gharibon ki duniya
har ik azmat-o-shaan-o-shaukat se KHaalii
ye duniyaa hai nuur-e-masarrat se KHaalii
Noor Ludhiyanwi
Nazm
KHwab-e-hasin
nazar kii jhiil me.n mujh ko utaarne vaale
hayaat aur bhii ra.ngii.n dikhaa.ii detii hai
Noor muneeri
Nazm
meri chahat
mujhe 'nuur' hai dard-e-dil kii tamanna
magar dard bhii laa-davaa chaahtaa huu.n
Noor Ludhiyanwi
Nazm
tilism-e-majaz
jo haqiiqat se ruu-shanaas ho 'nuur'
vo tilism-e-majaaz kyaa jaane
Noor Ludhiyanwi
Nazm
naqsh-e-mohabbat
janaab-e-'nuur' hame.n to miTaa diyaa lekin
hamaare naqsh-e-mohabbat ko vo miTaa na sake
Noor Ludhiyanwi
Nazm
hayat
insaan vo kare jo malak bhii na kar sake.n
fikr-e-ma.aash 'nuur' agar darmiyaa.n na ho
Noor Ludhiyanwi
Nazm
tumhaare baad ka mausam
a.ndheraa hii a.ndheraa huu.n saraapaa nuur kar de.nge
magar ye ho nahii.n paayaa
Noor Amrohvi
Nazm
ek shararat
kahii.n hayaat ke maa'nii nazar nahii.n aate
kahii.n hayaat kaa maqsad nazar nahii.n aataa
Noor Dehlvi
Nazm
pand-nama
nashshe kaa jhuT-puTaa hai nuur-e-hayaat
jhuTpuTe ko banaa na kaalii raat
Josh Malihabadi
Nazm
charagh-e-lamha
yahii vo lau he jo raushan dimaaG kartii hai
isii charaaG ko nuur-e-hayaat kahte hai.n
Nashir Naqvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq ke mizraab se naGma-e-taar-e-hayaat
ishq se nuur-e-hayaat ishq se naar-e-hayaat
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
vaqt-e-fursat hai kahaa.n kaam abhii baaqii hai
nuur-e-tauhiid kaa itmaam abhii baaqii hai
Allama Iqbal
Nazm
man ki nasihat
ne.amate.n sau hai.n tere khaane ko
lekin ai nuur-e-chashm-o-jaan-e-man
Jibreel Siddiqi
Nazm
der ho gai
shiiriini-e-lataafat-o-aaraa.ish-e-hayaat
aur kyaa hu.e vo naaz-o-nazaakat ke shaahkaar