SEARCH RESULTS
Showing search results for "बड़ाई"
Nazm MATCHES FOR "बड़ाई"
Nazm
ek pahaD aur gilahri
har ek chiiz se paidaa KHudaa kii qudarat hai
ko.ii ba.Daa ko.ii chhoTaa ye us kii hikmat hai
Allama Iqbal
Nazm
chand nasihaten
baap-daadaa kii ba.Daa.ii pe na itraanaa kabhii
aadmii ko apne kaamo.n kii sharaafat chaahiye
Allama Iqbal
Nazm
munajat-e-bewa
dil me.n hai jin ke terii ba.Daa.ii
ginte hai.n vo parbat ko raa.ii
Altaf Hussain Hali
Nazm
kahna baDon ka mano
ka.Dvii nasiihato.n me.n un kii bharaa hai amrit
chaaho agar ba.Daa.ii to kahnaa ba.Do.n kaa maano
Altaf Hussain Hali
Nazm
aazadi ka git
amn-o-aazaadii kaa ham paiGaam duniyaa ko sunaa.e.n
des kii apne ba.Daa.ii apne kaamo.n se dikhaa.e.n
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
main kuchh bhi kah na paya
KHud apne mu.nh se apnii
kartaa nahii.n ba.Daa.ii
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
kaen kaen kawwa Ten Ten miTThu
chho.D de is takabbur ba.Daa.ii ko tuu
apnii aadat banaa le safaa.ii kii tuu
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
mashwara
saamne begam ke un kii har ba.Daa.ii be-asar
ai mare hamdam KHudaa ke vaaste shaadii na kar
Asad Jafri
Nazm
chhoTe baDe
chhoTaa saa ek biij agar hai to kyaa hu.aa
kitnaa ba.Daa daraKHt hai is me.n chhupaa hu.aa
Najm Aafandi
Nazm
hamari zaban
urdu kaho yaa hindostaanii
is kii ba.Daa.ii duniyaa ne maanii
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
bulandi ki paimaish
saare apnii ba.Daa.ii kii dhun me.n magan
dekhte jaa rahe hai.n magar baat karte nahii.n
Shahzad Nayyar
Nazm
parindon ki duniya
KHudaa kii ba.Daa.ii hai ho.nTo.n pe un ke
azal se abhii tak yahii silsila hai
Amaan Zakhirvi
Nazm
ramz
in kitaabo.n ne ba.Daa zulm kiyaa hai mujh par
in me.n ik ramz hai jis ramz kaa maaraa hu.aa zehn
Jaun Eliya
Nazm
shikwa
par tire naam pe talvaar uThaa.ii kis ne
baat jo big.Dii hu.ii thii vo banaa.ii kis ne
Allama Iqbal
Nazm
wo subh kabhi to aaegi
ye narak se bhii gandii duniyaa jab sovarg banaa.ii jaa.egii
vo sub.h kabhii to aa.egii