SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-ज़ार"
Nazm MATCHES FOR "बे-ज़ार"
Nazm
jawab-e-shikwa
kis kii aa.nkho.n me.n samaayaa hai shi.aar-e-aGyaar
ho ga.ii kis kii nigah tarz-e-salaf se be-zaar
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
puraanii siyaasat-garii KHvaar hai
zamii.n miir o sultaa.n se be-zaar hai
Allama Iqbal
Nazm
etiraf
talKHii-e-ziist se be-zaar-o-pareshaa.n ho kar
talKHii-e-ziist kaa ehsaas miTaanaa chaahaa
Naresh Kumar Shad
Nazm
mujhe abhi bahut dur jaana hai
go huu.n mai.n thakan se chuur
aur be-zaar har manzar se
Khaleel Mamoon
Nazm
farman-e-KHuda
mai.n naa-KHush o be-zaar huu.n marmar kii silo.n se
mere liye miTTii kaa haram aur banaa do
Allama Iqbal
Nazm
abhi mujhse kisi ko mohabbat nahin hui
abhii mohabbat shuruu.a nahii.n hu.ii
mai.n har ham-bistarii ke baad be-zaar
Ziyaul Hasan
Nazm
zindan ki ek subh
duur naubat hu.ii phirne lage be-zaar qadam
zard faaqo.n ke sataa.e hu.e pahre vaale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tawaif
aur ye zard se ruKHsaar ye ashko.n kii qataar
mujh se be-zaar mirii arz-e-vafaa se be-zaar
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
waqt
vaqt be-zaar nazar aataa hai
sar-bar-aavurda sanobar kii ghanii shaaKHo.n me.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
ummid uljhan
duur aa.nkho.n se bahut duur, kahii.n
ik tasavvur hai, jo be-zaar kiye rakhtaa hai
KHalid Malik Sahil
Nazm
shahr
tuu KHaamosh rahtaa hai
shahr mai.n terii diivaana-kun KHvaahisho.n se be-zaar huu.n
Ain Rashid
Nazm
aalam-e-barzaKH
ruuh be-zaar hai kyuu.n chho.D na jaa.e qaalib
zindagii apnii isii taur jo guzrii 'Gaalib'