SEARCH RESULTS
Showing search results for "रग़बत"
Nazm MATCHES FOR "रग़बत"
Nazm
mahatma-gandhi
rifaah-e-aam se raGbat hai aur matlab hai
anokhii baat niraalii ravish nayaa Dhab hai
Bismil Allahabadi
Nazm
hama-ust
mujhe ruusiyo.n ke siyaasii ''hama-uusat'' se ko.ii raGbat nahii.n hai
magar zarre zarre me.n
Noon Meem Rashid
Nazm
guru-nanak dev ji
dilo.n se duur kiyaa siim-o-zar kii raGbat ko
ki paa liyaa thaa tire dil ne haq kii daulat ko
Darshan Singh
Nazm
tamanna ke tar
magar un ko shaayad ki ra.ngo.n se raGbat nahii.n
ki ra.ngo.n kii un ko faraasat nahii.n
Noon Meem Rashid
Nazm
wapsi
na vo ha.nsnaa, na vo ronaa, na shikaayat, na gila
na vo raGbat kii ko.ii chiiz pakaane kaa KHayaal
Habib Tanvir
Nazm
guDDe guDiya ka byah
thii yuu.n to har ik khel se un ko raGbat
magar sab se ba.Dh kar thii gu.Diyo.n kii chaahat
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
achchhe bachche
apne vatan kii KHush-haalii me.n
rakhte raGbat achchhe bachche
Mehdi Pratapgarhi
Nazm
aagahi ki dua
go ba-zaahir ibaadat kii aadat nahii.n hai
ri.nd-mashrab huu.n zohd-o-riyaazat se raGbat nahii.n hai
Waheed Akhtar
Nazm
dodge-mahal
us kii chaa.e se chikan soup se raGbat hii sahii
dodge karnaa bhii azal se tirii aadat hii sahii
Sarfaraz Shahid
Nazm
ali-mohsin MBA, Khaalid-bin-walid road
use raGbat na hotii thii
aur un se bahs karne kii
Harris Khalique
Nazm
hum hain nanhe-munne bachche
kitnaa pyaaraa naam hai urdu
urdu se hai raGbat ham ko
Muhiuddin Shahin
Nazm
jashn-e-jamhuriyat
kaam se ham ko raGbat bhii ho
desh kii yuu.n hifaazat bhii ho