SEARCH RESULTS
Showing search results for "लैल-ओ-नहार"
Nazm MATCHES FOR "लैल-ओ-नहार"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
jo tujh se ahd-e-vafaa ustuvaar rakhte hai.n
ilaaj-e-gardish-e-lail-o-nahaar rakhte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek sitara aadarsh ka
rustgaar az-panja-e-bedardii-e-lail-o-nahaar
band aa.nkho.n ke nagar me.n
Shafiq Fatima Shera
Nazm
karachi
duusrii jaanib hai bosiida makaano.n kii qataar
muddato.n se gardish-e-lail-o-nahaar
Anjum Azmi
Nazm
karachi
duusrii jaanib hai bosiida makaano.n kii qataar
muddato.n se gardish-e-lail-o-nahaar
Anjum Azmi
Nazm
darbar1911
zarre viiraano.n se uThte the tamaashaa dekhne
chashm-e-hairat ban ga.ii thii gardish-e-lail-o-nahaar
Akbar Allahabadi
Nazm
phir na dekhe bahaar ki surat
bas yuu.nhii aate jaate milte hai.n
ham bhii lail-o-nahaar kii suurat
Syed Mohammad Ahmad Naqvi
Nazm
hindu musalmanon ka ittihad
muhtaaj hai.n tumhaare lail-o-nahaar dono.n
haa.n chho.Do ye ranjish ban jaa.o yaar dono.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
barish
tai safar kartaa hu.aa lail-o-nahaar
bahr me.n mil jaa.egaa anjaam-e-kaar
Tilok Chand Mahroom
Nazm
salamti
havaa.e.n terii hai.n lail-o-nahaar tere hai.n
pahaa.D dasht ye sab aabshaar tere hai.n
Nashir Naqvi
Nazm
wardat
hazaar karvaTe.n badlii.n zamaane ne ab tak
magar abhii vahii lail-o-nahaar baaqii hai
Mehdi Machli Shahri
Nazm
chand roz aur meri jaan faqat chand hi roz
zindagii hai to ko.ii baat nahii.n hai ai dost
zindagii hai to badal jaa.e.nge ye lail o nahaar
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
hinDola
kuchh aur roz yahii rah ga.e jo lail-o-nahaar
to mol lenaa pa.Degaa hame.n ye KHatra bhii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jafa-e-dil-shikan
Gam hai khaane ke liye lail-o-nahaar
aab kii jaa ashk de hai chashm-e-zaar
Gulam Dastgeer Mubeen
Nazm
ye raat
badal ke rakh de.n jo lail-o-nahaar duniyaa ke
abhii hayaat ke vo haadsaat bhii to nahii.n
Baqar Mehdi
Nazm
man ki dua
tuu badal Daale nizaam-e-hind ke lail-o-nahaar
ye Gulaam aabaad ho aazaad mulko.n me.n shumaar