SEARCH RESULTS
Showing search results for "शरमाएगा"
Nazm MATCHES FOR "शरमाएगा"
Nazm
ek aarzu
ho haath kaa sirhaanaa sabze kaa ho bichhaunaa
sharmaa.e jis se jalvat KHalvat me.n vo adaa ho
Allama Iqbal
Nazm
wo subh kabhi to aaegi
apne kaale kartuuto.n par jab ye duniyaa sharmaa.egii
vo sub.h kabhii to aa.egii
Sahir Ludhianvi
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
ye lab hai.n tumhaare ki khiltaa chaman hai
bikhero jo zulfe.n to sharmaa.e baadal
Tahir Faraz
Nazm
intizar
nazre.n niichii kiye sharmaa.e hu.e aa.egaa
kaakule.n chehre pe bikhraa.e hu.e aa.egaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
kar gae kuch kahan
lafz ko bechne vaale na.e baazaaro.n me.n
Gairat harf ko laate hu.e sharmaa.e.nge
Ahmad Faraz
Nazm
ban-bas
ek ik lamhe kii zanjiir se mai.n uljhaa huu.n
ek ik saa.ns pe KHud aap se sharmaayaa huu.n
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
KHatun-e-mashriq
aalam-e-nisvaa.n pe kaalii raat jab chhaa jaa.egii
ye tire maathe kii bi.ndii sub.h ko sharmaa.egii
Josh Malihabadi
Nazm
ek aur sal girah
apne se bhii sharmaayaa thaa bahut
haa.n ye bhii yaad hai mujh ko ki mai.n
Shahryar
Nazm
tumne likkha hai
nashsha-e-husn kii ik lahar ho machlii hu.ii lahar
ik lajaataa hu.aa sharmaataa hu.aa raaz ho tum
Prem Warbartani
Nazm
ek husn-farosh se
haqiiqat se hai.n KHaalii tere sharmaa.e hu.e bose
mohabbat se hai.n KHaalii tere ghabraa.e hu.e bose
Akhtar Shirani
Nazm
ghaalib ka postmortem
puujne se mah-jabiino.n ke ye baaz aataa nahii.n
aur phir kaafir kahe jaane se sharmaataa nahii.n
Nashtar Amrohvi
Nazm
ye kaun uTha hai sharmata
ye kaun uThaa hai sharmaataa
rain kaa jaagaa nii.nd kaa maataa
Josh Malihabadi
Nazm
but-saz
vo kisii dast-e-hunar-var kaa taraashaa hu.aa til
kaf-e-zau-rez ko sharmaataa thaa maah-e-kaamil