SEARCH RESULTS
Showing search results for "सरहदों"
Nazm MATCHES FOR "सरहदों"
Nazm
jila-watani
aaj sarhad pe KHaamosh topo.n ke ho.nTo.n pe
pap.Dii kii tah bhii chaTaKH kar girii hai
Kishwar Naheed
Nazm
murajat
muskuraate hu.e mere giryaa.n dino.n kii thakan chuum le
shaam kii sarhado.n se mu.azzin pukaare to
Jawayd Anwar
Nazm
ek nazm
mire jism kii TuuTtii sarhado.n par
KHayaalo.n ke saayo.n ko rusvaa karegaa
Adil Mansuri
Nazm
ai zamin-e-watan
sarhado.n se ba.Dhe ko.ii dushman agar
ham nikal aa.e.nge sar pe baa.ndhe kafan
Faragh Rohvi
Nazm
chait ka phul
lambe samundar kii vus.at-bharii sarhado.n tak!
zamii.n ik ba.Dii siip hai
Iqtidar Javed
Nazm
pahle sal ka tohfa
jihaalat aur nafrat sarhado.n kii paasbaanii kar rahii hai
jahaa.n kheto.n me.n bas baaruud ugtaa hai
Ishrat Afreen
Nazm
agar hum sarhadon par peD ugate
agar ham sarhado.n par pe.D ugaate
kyaa ham saayo.n par bhii baa.ndh banaate
Sunayana Kachroo
Nazm
Weapons of mas Destruction
vo bachche jaante kab hai.n
ki un ke KHuun ke qatre hamaarii sarhado.n tak
Ali Imran
Nazm
naya ishq
ki vasl-o-furqat kii sarhado.n par
jo ishq pal pal machal rahaa hai
Hina Ambareen Tariq
Nazm
manzar se bichhaDne ka karb
idraak kii sarhado.n ke us paar
apne gum-shuda manzar ko ham ne kabhii nahii.n khojaa
Muneer Ahmad Firdaus
Nazm
mere naghme tumhaare liye hain
jo hifaazat kare sarhado.n kii
vo falak-bos diivaar tum ho