SEARCH RESULTS
Showing search results for "सर्फ़-ए-लहू"
Nazm MATCHES FOR "सर्फ़-ए-लहू"
Nazm
Tipu ki aawaz
mere lahuu kii buu.nd me.n Galtaa.n thii.n bijliyaa.n
KHaak-e-dakan ko mai.n ne sharar-aashnaa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
ujale ki lakir
ab ke taz.iin-e-chaman hogii lahuu kii surKHii
fasl-e-gul ab ke na.e jalve bikheregii yahaa.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
ai dil-e-be-KHabar
vo to KHushbuu thaa agle nagar jaa chukaa
chaa.ndnii thaa hu.aa sarf-e-ra.ng-e-qamar
Amjad Islam Amjad
Nazm
chaara-gar
sarf-e-maatam hu.ii
kaalii kaalii laTo.n se lapaT garm ruKHsaar par
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
dil-o-dimagh ko ro lunga aah kar lunga
jo tum se kar diyaa mahruum aasmaa.n ne mujhe
mai.n apnii zindagii sarf-e-gunaah kar luu.ngaa
Akhtar Shirani
Nazm
tira-nasib
KHvaahish-o-KHvaab samajh hii na sake
ek mauhuum KHataa sarf-e-nazar ho na sakii
Kamran Nafees
Nazm
baadal
shor ko apne jo vo sarf-e-havaa karte the
bahr-e-aflaak me.n tuufaan bapaa karte the
Narayan Das Puri
Nazm
imtiyaz
dil aaj sarf-e-naaz kiye jaa rahaa huu.n mai.n
paabandii-e-niyaaz kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Noor Ludhiyanwi
Nazm
nazm
pairaahan-e-lahuu me.n tar-ba-tar jaise kisii turbat pe lahraa.e
use Dhuu.nDe.n to raste
Mohammad Izhar ul Haq
Nazm
pahla patthar
ki apne dast-e-lahuu-ra.ng par nazar Daale
ki apne da.avaa-e-ma.asuumiyat pe Gaur kare
Mustafa Zaidi
Nazm
dil
kyaa Dhuu.nDhtii hai siina me.n ab o nigaah-e-naaz
muddat hu.ii ki sarf-e-vafaa ho gayaa hai dil