SEARCH RESULTS
Showing search results for ".mvar"
Nazm MATCHES FOR ".mvar"
Nazm
saza
mai.n ibtidaa-e-ishq se be-mehr hii rahaa
tum intihaa-e-ishq kaa me.aar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
jawab-e-shikwa
kaun hai taarik-e-aa.iin-e-rasuul-e-muKHtaar
maslahat vaqt kii hai kis ke amal kaa me.aar
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
zaKHm bhar jaa.e.n magar daaG to rah jaataa hai
duuriyo.n se kabhii yaade.n to nahii.n mar saktii.n
Ahmad Faraz
Nazm
parinde ki fariyaad
is qaid kaa ilaahii dukh.Daa kise sunaa.uu.n
Dar hai yahii.n qafas me.n mai.n Gam se mar na jaa.uu.n
Allama Iqbal
Nazm
kutte
ye har ek kii Thokare.n khaane vaale
ye faaqo.n se uktaa ke mar jaane vaale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
ruuh mar jaatii hai to jism hai chaltii hu.ii laash
is haqiiqat ko samajhte hai.n na pahchaante hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
mat qatl karo aawazon ko
is shahr me.n phir kyaa dekhoge
jab harf yahaa.n mar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
KHaala ko maar nikaalaa hai
yaa jangal ke raajaa ke yahaa.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
agar ye sab kuchh nahin
ki jin ko ham laa-zavaal samjhe
vo KHvaahishe.n bhii to mar ga.ii hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
aadmi-nama
huqqa suraahii juutiyaa.n dau.De.n baGal me.n maar
kaa.ndhe pe rakh ke paalkii hai.n dau.Dte kahaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHizr-e-rah
mar ke phir hotaa hai paidaa ye jahaan-e-piir dekh
khol kar aa.nkhe.n mire aa.iina-e-guftaar me.n