SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaaliq-e-akbar"
Nazm MATCHES FOR "KHaaliq-e-akbar"
Nazm
sirr-e-hasti
hai musallam abadii KHaaliq-e-akbar kaa vajuud
roz-e-raushan me.n ho jaise shah-e-KHaavar kaa vajuud
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
'akbar' kii ye du.aa hai KHudaa kii janaab me.n
taa-hashr is ra.iis-o-riyaasat ko ho qayaam
Akbar Allahabadi
Nazm
lenin
ham band-e-shab-o-roz me.n jak.De hu.e bande
tuu KHaaliq-e-aasaar-o-nigaaranda-e-aanaat
Allama Iqbal
Nazm
mohabbat
mohabbat KHaaliq-e-har-do-jahaa.n hai
mohabbat diin-e-fitrat kii zabaa.n hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
ek tarana mujahidin-e-filistin ke liye
qad jaa.al-haqqo va zahaqal-baatil
farmuuda-e-rabb-e-akbar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
washkuru li wa-la-takfurun
tuu hamaare haath ho jaa tuu zabaa.n
KHaaliq-e-arz-o-samaa
Syed Safdar
Nazm
mazdur
KHaaliq-e-naan-e-javii.n tuu hai ziyaa.n terii hai
fikr kii baat nahii.n saaraa jahaa.n teraa hai
Daud Ghazi
Nazm
bachchon ki dua
har nazar me.n tire mahbuub kaa jalva ho nihaa.n
KHaaliq-e-kaun-o-makaa.n aisii basiirat de de
Saeed Ahmad Saeed Kadwi
Nazm
ye basti meri basti hai
vo baab-ul-ilm ho yaa masjid-e-siddiiq-e-akbar ho
husain-aabaad ho yaa vo mirii faaruuq nagrii ho
Ishrat Afreen
Nazm
KHatun-e-mashriq
muskuraa kar KHaaliq-e-arz-o-samaa ne dii nidaa
ai Gazaal-e-mashriqii aa taKHt ke nazdiik aa