SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHidmat-e-urduu-e-mo.allaa"
Nazm MATCHES FOR "KHidmat-e-urduu-e-mo.allaa"
Nazm
curfew mein mushaera
shaa.ir ravaa.n the sher ke chaaquu liye hu.e
dil me.n KHayaal-e-KHidmat-e-urdu liye hu.e
Khalid Irfan
Nazm
urdu
Gazlo.n ke ai shahanshaah 'miir'-e-jahaan-e-urdu
baaqii nahii.n jahaa.n me.n naam-o-nishaan-e-urdu
Mohammad Owais Khan
Nazm
urdu
zau-fishaa.n tuu rahe ai sham.a-e-zabaan-e-urdu
teraa har zarra chamak kar mah-e-kaamil ho jaa.e
Sareer Kabiri
Nazm
premchand ko KHiraj-e-aqidat
hai bahr-e-ilm terii ravaanii se sar-basar
daamaan-o-jeb-e-urdu-o-hindii hai.n pur-guhar
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Nazm
pir-e-mughan-e-urdu
suunaa suunaa saa hai kyuu.n aaj jahaan-e-urdu
uTh gayaa kahte hai.n ik piir-e-muGaan-e-urdu
Masud Husain Khan
Nazm
mirza ghaalib
mas.ala KHidmat-e-urdu kaa bhii thaa pesh-e-nazar
apne ash.aar kii azmat se bhii vaaqif the magar
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
KHidmat-e-watan
vatan kii KHidmat-e-be-laus hai har shaKHs par laazim
yahii vo kaam hai jo aadmii ke kaam aataa hai
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
KHidmat-e-watan
vatan kii KHidmat-e-be-laus hai har shaKHs par laazim
yahii vo kaam hai jo aadmii ke kaam aataa hai
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
ye KHidmat-e-janab
luTe hu.e qadiim qaafilo.n ke marsiye ho tum
mirii har ek saa.ns me.n Gazal kii ik kitaab hai
Nighat Sahiba
Nazm
KHidmat-e-adab
ye KHidmat-e-adab kaa tariiqa hai laa-javaab
pesha ye vo hai jis me.n munaafa hai be-hisaab
Raza Naqvi Vahi
Nazm
urdu-e-mualla
muddato.n sarkaar-e-dehlii me.n rahii ye baaryaab
ab tak urdu-e-mu.allaa hai vahii shaahii KHitaab
Safi Lakhnavi
Nazm
tarana-e-urdu
ik ik kitaab is kii phuulaa-phalaa chaman hai
gulzaar-e-be-KHizaa.n hai urdu zabaa.n hamaarii
Shatir Hakeemi
Nazm
tarana-e-urdu
hogii gavaah KHaak-e-hindostaa.n hamaarii
is kii kiyaariyo.n se phuuTii zabaa.n hamaarii
Ejaz Siddiqi
Nazm
urdu zaban
na siyaahii kaa samundar na falak saa kaaGaz
kaise likkhe ko.ii taariif-e-zabaan-e-urdu