SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHushbu-e-vafaa"
Nazm MATCHES FOR "KHushbu-e-vafaa"
Nazm
sachche watan-parast ka git
dil se niklegii na mar kar bhii vatan kii ulfat
merii miTTii se bhii KHushbu-e-vafaa aa.egii
Lal Chand Falak
Nazm
mere bachche jawan ho gae hain
vo jin kii fikr me.n rahtii thii mai.n 'vafaa' bechain
Gam-o-KHushii ke mire tarjumaan ho ga.e hai.n
Amatul Hai Wafa
Nazm
shikwa
tumhii kah do kuchh had hai zulm-o-jafaa kii
vafaa kii tarah saarii duniyaa hai shaakii
Vafa Barahi
Nazm
be-nang-o-nam
sa.ng-baarii me.n ye shiishe kaa makaa.n kis kaa hai
is dar-o-baam me.n KHushbu-e-vafaa kaisii hai
Shaz Tamkanat
Nazm
nasim-e-sahar
taKHte gulo.n ke chashm-e-zadan me.n khilaa chalii
KHushbuu ke aur shamiim ke dariyaa bahaa chalii
Mela Ram Wafa
Nazm
ahl-e-junun
ham vahii ahl-e-junuu.n ahl-e-vafaa saahib-dil
ham ki har daur me.n auraaq-e-zamaana ke amii.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
ye kaun aaya
KHvaabo.n ke gulistaa.n kii KHush-buu-e-dil-aaraa hai
yaa sub.h-e-tamannaa ke maathe kaa sitaaraa hai
Ibn۔e۔Insha
Nazm
darwaza khula rakhna
maayuus na phir jaa.e, haa.n paas-e-vafaa rakhnaa
darvaaza khulaa rakhnaa
Ibn۔e۔Insha
Nazm
dil-ashob
par ishq o vafaa ke yaad rahe aadaab ise
tiraa naam o maqaam jo puuchhaa, ha.ns kar Taal gayaa
Ibn۔e۔Insha
Nazm
sham hai dhuan dhuan
KHushbuu bhii u.Dii
aur gesuu-e-shab me.n jaa uljhii
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Nazm
phul barsao shahidan-e-watan ki KHak par
phuul barsaa.o shahiidaan-e-vatan kii KHaak par
phuul barsaa.o ki phuulo.n me.n hai KHushbu-e-vafaa
Tilok Chand Mahroom
Nazm
taj-mahal
merii mahbuub pas-e-parda-e-tash.hiir-e-vafaa
tuu ne satvat ke nishaano.n ko to dekhaa hotaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
swayamwar
qataar-e-shahzaad-gaan-e-shahr-e-vafaa me.n bebas kha.De ho lekin
vo shahr-e-ulfat kii shaahzaadii