SEARCH RESULTS
Showing search results for "aab-e-khizar"
Nazm MATCHES FOR "aab-e-khizar"
Nazm
ye kaun aaya
KHvaabo.n ke gulistaa.n kii KHush-buu-e-dil-aaraa hai
yaa sub.h-e-tamannaa ke maathe kaa sitaaraa hai
Ibn e Insha
Nazm
rabta
mai.n ka.Dii huu.n ga.e zamaano.n kii
shahr-e-maazii ke KHaak daano.n kii
Noor -e-Shama Noor
Nazm
ujale ki lakir
ik na.ii sub.h-e-daraKHshaa.n kaa ruupahlaa aa.nchal
apne hamraah liye azm-e-javaa.n kii tanviir
Noor -e-Shama Noor
Nazm
qatra-e-shabnam
al-Garaz baaliidgii paudo.n kii teraa kaam hai
chashma-e-aab-e-KHizar terii tarii kaa naam hai
Hamid Hasan Qadri
Nazm
prem bina man suna
suunii ab ye sej pa.Dii hai
kab tuu aa kar prem biraaje
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Nazm
doctor zor se
tuu ne kii taKHliiq ai mahv-e-KHiraam-e-justujuu
qatra-e-KHuun-e-jigar se kaa.enaat-e-rang-o-buu
Maikash Akbarabadi
Nazm
dua
na sikandar kii tarah fat.h kaa parcham maa.ngaa
aur na maanind-e-KHizar ‘umr-e-baqaa maa.ngii hai
Kaleem Aajiz
Nazm
saqi-nama
man o tuu se hai anjuman-aafrii.n
magar ain-e-mahfil me.n KHalvat-nashii.n
Allama Iqbal
Nazm
ifrit
saro.n pe suuraj kii chhatriyaa.n hai.n
badan se aab-e-mashaqqat-e-be-sukuu.n kii
Yaqoob Tasawwur
Nazm
aaj ki raat na ja
zahr bhii aab-e-hayaat-e-lab-o-ruKHsaar bhii hai
zindagii KHaar bhii hai zindagii daar bhii hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
masjid-e-qurtuba
aab-e-ravaan-e-kabiir tere kinaare ko.ii
dekh rahaa hai kisii aur zamaane kaa KHvaab