SEARCH RESULTS
Showing search results for "aarzii"
Nazm MATCHES FOR "aarzii"
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
khol aa.nkh zamii.n dekh falak dekh fazaa dekh!
mashriq se ubharte hu.e suuraj ko zaraa dekh!
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri lamha
har ik qadam usii manzil kii aarzuu rakhnaa
ko.ii bhii farz ho KHvaahish se phir bhii bartar hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
muhibban-e-watan ka nara
hayaat-e-aarzii sadqe hayaat-e-jaavedaanii par
fanaa honaa hii ab ik ziist kii suurat samajhte hai.n
Anand Narayan Mulla
Nazm
ajib hai ye zindagi
ajiib hai ye zindagii kabhii hai Gam kabhii KHushii
har ek shai hai be-yaqii.n har ek chiiz aarzii
Tanveer Naqvi
Nazm
KHidmat-e-watan
musiibat hai ye bilkul aarzii is par na ghabraanaa
bas ab aataa hai ahd-e-raahat-o-aaraam aataa hai
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
rishta gunge safar ka
kaash ye rishta-e-saut-o-aavaaz hii daa.imii ho
ki guu.nge safar ke sabhii silsile aarzii hai.n
Mazhar Imam
Nazm
mohabbat mar gai meri
ki tum ne is mire ehsaas-e-ulfat ko
dahakte jism kaa ik aarzii ehsaas hii jaanaa
Afroz Rizvi
Nazm
hairat-KHana-e-imroz
na kisii jannat-e-arzii kaa havaala mujh se
na jahannam kaa dahaktaa hu.aa sho.ala ko.ii
Ahmad Zafar
Nazm
agar ho aadamiyat aadmi mein
vahii dhartii vahii maa.n jaisii dhartii
nazar aatii hai jo firdaus-e-arzii
Abdur Rahim Nashtar
Nazm
mujhe aawaz mat dena
mohabbat kii junuu.n-KHezii to bas ik aarzii shai thii
qabaa-e-shauq ke sab rang kachche the