SEARCH RESULTS
Showing search results for "aashob-e-zamaana"
Nazm MATCHES FOR "aashob-e-zamaana"
Nazm
chand roz aur meri jaan faqat chand hi roz
ziist aashob-e-Gam-e-marg kaa tuufaa.n hii sahii
mil hii jaataa hai safiino.n ko kinaaraa aaKHir
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
shama
yak-bii.n tirii nazar sifat-e-aashiqaan-e-raaz
merii nigaah maaya-e-aashob-e-imtiyaaz
Allama Iqbal
Nazm
etiraf
haath par haath dhare
sitam-o-jaur-e-shab-o-roz-e-zamaana se pare
Syed Abbas Raza Tanweer
Nazm
auj-bin-unuq
naaf us kii markaz-e-saql-e-zamaana
peT us kaa, peT bharne ke vasaa.el kaa KHazaana
Abdul Ahad Saaz
Nazm
KHak aur KHun
ik taraf gardish-e-haalaat-e-zamaana hai mire
ik taraf teraa ye israar ki KHush rahnaa hai
Bazm Ansari
Nazm
ek sawal
jo lauh-e-saada par ik baar teraa naam likhaa
Gubaar-e-gard-e-zamaana use miTaa na sakaa
Salma shaheen
Nazm
la-intiha abhi
ummiid-e-fardaa kii narm kirne.n
magar ye aashob-e-vaqt kaa hai asar ki jis se
Karamat Ali Karamat
Nazm
chandni kahti hai
sab hai.n paabandii-e-auqaat-e-zamaana me.n magan
jaan-o-tan fahm-o-KHirad hosh-o-gumaa.n
Mah Talat Zahidi
Nazm
gurez
un se milne kii tamanna dil-e-betaab na kar
ahl-e-dil kushta-e-uftaad-e-zamaana ho.n jahaa.n
Bazm Ansari
Nazm
la-intiha abhi
magar ye aashob-e-vaqt kaa hai asar ki jis se
jhulas ga.e hai.n tasavvuro.n ke hasiin chehre
Karamat Ali Karamat
Nazm
aurat
ai do-rangii-e-zamaana kii mujassam tasviir
U’rafaa kahte hai.n aa.iina-e-ibrat tujh ko
Azeemuddin Ahmad
Nazm
aaKHiri raat
gila-guzaar-e-zamaana huu.n tum KHafaa kyuu.n ho
gila to husn-e-talab hai mire gale lag jaa.o
Mahmood Ayaz
Nazm
udaipur
sar-zamiin-e-padmanii gahvaara-e-prataapii bhiim
rashk-e-firdaus-e-zamaana dekhne aayaa huu.n mai.n